Hazrat e Ukwa Bin Ameer RadiAllaho Taala Anho Se Marvi Hai Ki Huzoor Rahmat E Aalam Sallallaho Taala Alaihi Wassalam Mimber Par Jalwa Afroz Hua Aur Farmaya
Me Tumhara Gawa(गवाह) Hu Hamari Mulakat Ki Jagah "Hauz e Kausar" Hai Aur Me Is Jagah Se "Hauz e Kausar" Ko Dikh Raha Hu.
(Bukhari Sharif Kitabul Majaali)
Ek Baar Apne Farmaya Koi Cheez Aisi Nahi Jo Muja Na Dikhai Aur Na Batai Gayi Ho Me Is Makan Se Har Wo Cheez Ko Dikh Raha Hu.
(Bukhari Sharif)
Note:-
Islami Talimat Ke Mutabik Sabhi Musalman Galiban Jante Hai Ki "Hauz e Kausar" Kaha Hai Aur Jannat Kaha waikay(वाक्य) Hai Zara Mere Aaqa Sallallaho Taala Alaihi Wassalam Ki Kuwwate (क़ुव्वते) Basharat Ka Andaz To Kijiye, Nigahe (निगाहें) Uthade (उठाते) Hai To Aalame Bala Ke Hijabat Sarakna Shuru Ho Jate Hai Aur Firdos Tamam Tar Ranayiya Ke Saath Dikhai Deti Hai.
SubhanAllah
Isliye To Alahazrat RadiAllaho Taala Anho Farmate Hai:-
Khuda Ki Saltanut Ka Do-Jahan Main Kaun Dulha Hai,
Tumhee, Tum Ho, Tumhee, Tum Ho, Yahan Tum Ho, Wahan Tum Ho
Aur Afsos Unpar Jo Kahte Hai Nabi Sallallaho Taala Alaihi Wassalam Ko Diwar Ke Picha Ja Ilm Nahi Hai.
MaazAllah

No comments:
Post a Comment