Wilaayati Gause-Aazam mubarak ho
Sarkar Gaus-E-Aazam Ki Wilaadat.
Sarkar Gaus-E-Aazam Ki Wilaadat:
1-Ramzan Hijri : 470 (Jilaan, Iran).
Wisaal: 17- Rabiul Aakhir Hijri : 561 (Bagdaad, Iraq)
Taqdir Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar…
Hazrat Gausul Aazam Aliah Rehma farmate hai ke: “Taqdir Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar Warna Tu Tabaah Ho Jayenga, Tu Allah Ke Har Kaam Se Razi Reh”
Din To Sirf 3 Hai….
Hazrat Gaus-e-Paak Farmate Hai: “Din To Sirf 3 Hai….
EK Kal Jo Guzar Gaya …
Ek Aaj Jo Amal Ka Din Hai….
Ek Aane Wala Kal Jiski Bas Ummid Hi Ummid Hai…
Kaha Nahi Jaa Sakta Ke Wo Uske Liye Aayega Ya Nahi…
Guzra Huwa Kal Ek Naseehat Hai. Aajka Din Ganeemat Hai. Aane Wala Kal Sirf Ek Khayaali Cheez Hai..
Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ….
Hazrat Gaus-A-Aazam Rehmatullah Ta’aala Alaihi Farmate Hain, “Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Toh Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siwai Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!”
*(Sirat-A-Gaus-A-Alal-Aazam, Pg-105)*
Ilm Kitaabon Se Nahi Haasil Hota Hain………
Hazrat Gaus-A-Aazam Rehmatullah Ta’aala Alaihi Farmate Hain Ki: "Ilm Kitaabon Se Nahi Haasil Hota Hain, Wo Toh Mardon Ke Mooh Se Haasil Hota Hain(Kalaam Sunker) Jaante Ho Wo Mard Kaun Hain?…
Mard-A-Khuda, Muttaki, Duniya Ko Chhod Dene Wala, Ba-Amal Mukhlis, Nabiyon Ka Waaris!”
*(Sirat-A-Gaus-A-Alal-Aazam, Pg-83)*
Main Ne (Raah-E-Khuda) Me Itni Saktiaan Aur ….
Sayedi Ghaus-E-Azam Abdul Qadir Jeelani Farmaate Hain: “Main Ne (Raah-E-Khuda) Me Itni Itni Saktiaan Aur Mushkilaat Bardasht Keen Hain Ke Agar Wo Kisi Pahaar Par Guzarteen Toh Wo Bhi Phat Jata.”
*(Qalaaid Ul Jawaahir Page 10)*
Har Haal Me Allah Se Razi Raho ….
» Huzoor Sarkar Gaus-E-Azaam (Radiyallahu Anhu) Farmate hai: “Musibat Ho Ya Aaram Har Haal Me Allah Se Raazi Raho Uss Ki Shikayat Kabhi Bhi Zubaan Par Bhul Se Bhi Na Lao”
» Jab Shaam Ka Andhera (Magrib) Hone Lage Toh Apne Baccho Ko Ghar Me Roke Rakho Kyunki Uss Waqt Shayatan Fail Jate Hai
📕 *(Bukhari Sharif)*
Mera Hath Apne Mureedon Par Is Tarah Hai …
Sarkar Gaus-E-A’azam (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Irshad Farmate Hain, Mujhe Allah Ki Izzat-O-Jalalat Ki Qasam Hai Ke Mera Hath Apne Mureedon Par Iss Tarah Hai Jis Tarah Zameen Par Aasmaan Hal.
Sabr Naam Hai Pareshaniyon Main …….
Farman-e-Hazrat GHUS-E-AAZAM: Sabr Naam Hai Pareshaniyon Me Saabit Qadmi Aur Shariat Ke Daaman Ko Pakde Rahne Ka.
Mere Mureed Jinke Gale Me Roze Hai Woh ……
Sarkar Gaus-E-A’azam Radiyallahu Ta’ala Anhu Farmate Hain, ‘Mere Mureed Jinke Gale Me Roze Hai Woh Taarik (Andheri) Raaton Me Motiyon Ki Tarah Hai.’
Woh Insaan Kitna Bad Naseeb Hai, Jiske
Sarkar Gaus-E-A’azam (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Farmate Hai: “Woh Insaan Kitna Bad Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Raham Karne Ki Aadat Nahi.”
(Mazhare Jamal Mustafaai)
Jis Amal Me Tujhe Halawat Na Mile …..
Hazrat Gaus-E-Aazam (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Irshad Farmate Hain, “Jis Amal (Ibadat, Riyazat, Neki) Me Tujhe Halawat (Mithas) Na Mile, Yun Samajh Ke Tune Use Kiya Hi Nahi.
(M.Jamal Mustafaai)
Qayamat Tak Mere Jitne Murid Honge Wo
Sarkar Ghous-e-Azam (Radiallahu Anhu) Farmate Hai, “Qayamat Tak Mere Jitne Murid Honge Wo Baghair Tauba Kiye Nahi Marenge”
*(Bahjatul Asrar S:191)*
Shab-e-Aashura Me Namazo aur Duao Ka Ehtimam ….
Sarkar Gaus-e-Aazam(Radhi Allahu Ta’ala Anhu) Farmate hai: “Shab-e-Aashura Me Namazo aur Duao Ka Ehtimam Kare, Jo Iss Raat Me 4 Rakat Pade, Alhamdu Ke Bad 50 Martaba Qul Huwallah(Surah Ikhlas) Parhe Allah Uske 50 Saal Pichhle aur Aainda Ke Gunaah Muaf Farmata Hai Aur Jannat Me 1000 Mahal Taiyar Farmata Hai.
*(Gunyatut Talibin Jild-2,Safa-54)*
*🌎Send To All Worlds People 🌍*
ONLY Aᴅᴍɪɴ Pᴏsᴛ Gʀᴏᴜᴘ
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
*KANEEZ-E-AAYESHA-SIDDIQA-GROUP*
_*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*_
*KHAWATEEN GROUP ALAG HAI JOIN...*
*📲📱+91 9149058241*📱
╰┄─━━━━━━━━─┄╮
*➪ 👑 Maslak-e-A'ala Hazrat zindabad World🌍 Group)*
╰┄─━━━━━━━━─┄╮
•●┄─┅━━★✰★━━━┅─┄●•
*Fatawa e Razviya sawal jawab Group*
•●┄─┅━━★✰★━━━┅─┄●•
💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗
⤵ *_Group Admin_*
🌹 *_Muhammad Arshad Ansari Bareilly Shareef_*🌹
📲https://wa.me/+919149058241
•••┈┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈┈•••

No comments:
Post a Comment