*➡ APNE BACHCHON KE RISHTE SHADI ME JALD BAZI KARNE WALE HAZRAAT IS POST KO ZARUR PADHEN.*

◽◽◽◽◽◽◽◽

*......SAWAAL.......*
Kisi wahabi ya bad Aqeede ke ghar ke ladke
(girl) se shaadi kar sakte hai ya ladke
De sakte hai.
Ki aise bhe kheta hai k shaadi k bad hum
sunni bana lenge Aur agar ladka sunni ho
ladke de jaee bad me ladka bad mazhab ban
jaye is k. Baree me kya hukum hai shari'at
me......
Hazrat islaah farmaye
*ﺑﺴﻢ ﺍﻟﻠﻪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﺍﻟﺮﺣﻴﻢ*
*ﻭﺍﻟﺼﻼﺓ ﻭﺍﻟﺴﻼﻡ ﻋﻠﻲ ﺧﻴﺮ ﺧﻠﻖ ﺍﻟﻠﻪ ﺃﺟﻤﻌﻴﻦ*
*ﺳﻴﺪﻧﺎ ﻣﺤﻤﺪ ﻋﻠﻴﻪﻭﻋﻠﻲ ﺁﻟﻪ ﻭﺃﺻﺤﺎﺑﺔ ﻭﺯﺭﻳﺘﺔ ﻭﺯﻭﺟﺎﺗﻪ ﺃﻓﻀﻞ ﻭﺃﺯﻛﻲﺍﻟﺼﻼﺓ ﺍﻟﺴﻼﻡ*

✒.Nikaah musalman ka musalman se hoga ya
kisi kaafir se...
Aaj k wahabi deobandi apne gande Aqaaed ki
buniyaad par *KAAFIR O MURTAD HAIN...*
Jab ye mardood kaafir hain to inki ladki se
sunni ladke ka ya sunni ladki ka inke ladke
se *NIKAH HOGA HI NAHI...* Agar kiya bhi to
Siwa e Zina k kuch na hoga....
Kyu'n k ye jama'ate'n apne aqaaede batela ki
wajah se ba hukme shara' bad maz'hab
gumraah hain jaisa ke 📘HASSAMUL
HARAMAIN me Qur'ano Hadees ke Hawalon se bataya gaya hai
"jo inke (wahabi deobandi) kufr or azaab me
shak kare (in ke aqa'ede batila ko janne k
bawjood)wo bhi kaafir hai..."
Aur kafiro murtad k NIKAH ka HUKM ye hai k..
"MURTAD KE LIYE MURTADDAH, MUSLIMA,
KAFIRA ASLIYA KISI SE SHADI KARNA JAAEZ
NAHI OR AAISE HI MURTADDAH KE LIYE KISI
SE NIKAH KARNA JAAEZ NAHI..

*📚📖(Fatawa Aalamgiree)*

*Fiqah ki mash'hoor kitab QUDOORI* me ye
mazkoor hai k;
"MURTAD KA NIKAH NA KISI MUSALMAAN
AURAT SE NA MURTAD AURAT SE OR NA
KISI KAFIR AURAT SE HOSAKTA HAI..."
Fatawa Razawiyyah vol:5, page:124, me hai
k;
*"MURTAD aur* *MURTADDAH ka NIKAAH AALAM ME kisi se nahi ho sakta.*
*AAPAS ME NA KAFIR YA KAFIRA SE*
*TO jabke inke AAPAS ME BHI NIKAH NAHI HOSAKTA TO SABIT HUA KE KAFIRO MURTAD KA NIKAAH MOMINA SE MUN'AQID HI NAHI HOTA ...BALKE BATILE MAHAZ HAI,*

*(FATAWA FAIZURRASOOL vol:1,page/614)*
*🏡: Jamea Nizamiya Salehaat Kurla Mumbai.*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites