*🔖Part-12* *🌺Jiska Mai ﷺ Maula Uska Ali رضي الله عنها Maula🌺*


*🌼HAZRAT ALI رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه KO MAULA KAHNA KAISA ?*
*🍀Hadees 03:*

💦Hazrat Shuaba Bin Kuhayl رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat Karte Hain Ki Mein Ne Abu Tufail رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Suna Ki Abu Sareeha رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Ya Zayd Bin Arqam رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Marwi Hai (Hazrat Shuaba Ko Raawi Ke Mut’alliq Shak Hai) Ki Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Farmaya :

*مَنْ كُنْتُ مَوْلاَهُ فَعَلِيٌّ مَوْلاَهُ*

🍀Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka Ali Mawla Hai.”

*📜(Jamai Tirmizi ,Vol :05, Pg : 398, Kitab No 49 Kitabul Manakib, Hadees : 4078 “English No : 3713)*

🌼Is Hadees Ko Beshumar Muhadiseen ne Apni apni kutoob e hadees me alag alag isnaad thode alfazo k badlawa k saath likha magar ye sabne nakl kiya hai agar sirf hawale dene lag jaaye to 50 se zyada hawala diye jaa sakte hai yaha chand hawala mulahiza kare.

*📜(Imam Nasai Al Khasais E Ali Ibn Abu Talib Pg :44, Hadees : 33)*
*(Imam Hakim Al Mustadrak ,Vol :03, Pg : 34, Hadees : 4652)*

*📜(Imam Tabrani Al Mujam Ul Kabir, Vol : 12, Pg : 470, Hadees : 12593)*
*(Imam Tabrani Al Mujam Ul Ausat, Vol : 01, Pg :229, Hadees : 348)*

*📜(Imam Tabrani Jamee Us Sageer Vol : 01, Pg :171)*
*(Imam Ahmad Ibn Hambal Al Musnad, Vol : 01, Pg : 570, Hadees : 959)*

*📜(Imam Abdul Razzaq Al Musannaf Vol : 11,Pg :225, Hadees :20238)*
*(Al Musannaf Ibn Abi Shayba Vol : 06, Pg : 602, Hadees : 32072)*

*📜(Imam Ibn Asim As Sunnah Vol :02, Pg :602, Hadees :1354)*
*(Imam Shashi Al Musnad Vol : 01, Pg :165, Hadees :106)*

*📜(Imam Hussamul Hindi Al Kanjul Ummal Vol : 11, Pg :602, Hadees :32904)*
*(Imam Ibn Aseer Usadul Ghabah Fi Marifat E Sahaba Vol : 04, Pg : 103)*

*📜(Allama Ibn Kathir Al Bidayah Wan Nihayah Vol : 04, Pg : 169)*
*(Imam Zahbi Siyar An Nabula Vol : 02, Pg : 623)*

*📜(Gair Mukallid k Sabse Bade Muhadis Shaykh Albani ne Silsila Al Hadees As Sahih Vol : 04, Pg : 331, Hadees : 1750)*

💦Kul 16 hawale diye hai aur bhi bahot hai magar itna hi kafi hai. 

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites