🏮 *_3 TALAAK QURAN-O-HADEES KI ROSHNI ME...._*
🚦 *3 BAAR DEE GAYI TALAAK 3 HI HAI.*
📌 _Ek Saath Dee Gai 3 TALAAK Ke Bad Bhi Raj'at Ka Hukm (Biwi Ko Dobara Nikah Me Baqi Rakhna) Agar Kisi Zamane Me Raha Bhi Ho To Iska Hukm Hamari Shari'at Me Mansookh Ho Gaya Hai,_
📍 *_Jaisa Ki Mash'hoor Sahabi e Rasool ﷺ Hazrat Abdullah ibne Abbas رضی اللہ عنہ Ne Sure BAQRAH Ki Ayat-228 Ki Jo Tafseer Ki Hai Use Imam Abu Dawood رحمہ اللہ Ne Apni Sunan Me Likha Hai, Aur Aap Jante Hain Abu Dawood Siha Sitta Me Se Hai, Abu Dawood Ki Riwayat Ye Hai._*
*حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ مُحَمَّدٍ الْمَرْوَزِيُّ، حَدَّثَنِي عَلِيُّ بْنُ حُسَيْنِ بْنِ وَاقِدٍ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ يَزِيدَ النَّحْوِيِّ، عَنْ عِكْرِمَةَ، عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، قَالَ { وَالْمُطَلَّقَاتُ يَتَرَبَّصْنَ بِأَنْفُسِهِنَّ ثَلاَثَةَ قُرُوءٍ وَلاَ يَحِلُّ لَهُنَّ أَنْ يَكْتُمْنَ مَا خَلَقَ اللَّهُ فِي أَرْحَامِهِنَّ } الآيَةَ وَذَلِكَ أَنَّ الرَّجُلَ كَانَ إِذَا طَلَّقَ امْرَأَتَهُ فَهُوَ أَحَقُّ بِرَجْعَتِهَا وَإِنْ طَلَّقَهَا ثَلاَثًا فَنُسِخَ ذَلِكَ وَقَالَ { الطَّلاَقُ مَرَّتَانِ }*
📌 Hazrat Ikramah رضی اللہ عنہ Kehte Hain Hazrat Ibne Abbas رضی اللہ عنہما Ne Ayat *(Sure BAQRAH Ki Ayat-228)* Ke Tahet Irshad Farmaya Shuru Me Agar Koi Shakhs Apni Biwi Ko 3-TALAAK De Deta Phir Bhi Use Raj'at Ka HAQ Tha,
Lekin Ye Hukm Mansookh Kar Diya Gaya, Phir Aapne Ayat Tilawat Ki (Sure BAQRAH Ki Ayat-229 Jiska Tarjamah Hai *TALAAK To 2 Hi Baar Tak Hai Jiske Bad Biwi Ko Wapas Rakha Ja Sakta Hai..*
📚 *{سنن ابی داؤد، صفحہ نمبر- ٢٩٧}*
📍 _Hazrat Ibne Abbas Wo Sahabi Hain Jinse Huzoor ﷺ Ne Quran Sikhne Ki TALEEM De, Kya Gair Muqallideen Ke Nazdeek Hazrat Ibne Abbas Ne Quran Ki Galat Tafseer Ki Ya Phir Wo Asl Masle Se WAQIF Nahi The ??????_
📌 *_Ek Hadees Jo Sunane Nisai Me Hai_*
📚 *(Ye Bhi Hadees Ki 6-Sahi Kitabon Me Se Eik Hai)*
⤵ *HADEES SHARIF :-*
*أَخْبَرَنَا سُلَيْمَانُ بْنُ دَاوُدَ، عَنْ ابْنِ وَهْبٍ، قَالَ: أَخْبَرَنِي مَخْرَمَةُ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ: سَمِعْتُ مَحْمُودَ بْنَ لَبِيدٍ، قَالَ: أُخْبِرَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَنْ رَجُلٍ طَلَّقَ امْرَأَتَهُ ثَلَاثَ تَطْلِيقَاتٍ جَمِيعًا، فَقَامَ غَضْبَانًا، ثُمَّ قَالَ: أَيُلْعَبُ بِكِتَابِ اللَّهِ، وَأَنَا بَيْنَ أَظْهُرِكُمْ ، حَتَّى قَامَ رَجُلٌ وَقَالَ: يَا رَسُولَ اللَّهِ، أَلَا أَقْتُلُهُ ؟.*
⤵ *TARJUMAH:-*
📍 _Huzoor ﷺ Ko Ek Shakhs Ke Hawale Se Bataya Gaya Ki usne Apni Biwi Ko Ek Sath 3-TALAAKE'N De Dee Hain, Ye Sunke Aap Sakht Gusse Me Khade Huye Aur Farmaya Tum Log Allah Ki Kitab Se Khelte Ho Halaki Mai Tumhare Beech Maujood Hu, Ek Shakhs Khada Hua Aur Arz Ki Huzoor ﷺ Aap Ijazat De'n Ki Mai Use QATL Karun._
📚 *{سنن النسائي، جلد-٦، صفحہ نمبر-٤٤٢، حدیث نمبر-٣٤٣٠}*
📌 *Agar Ek Sath Dee Gai 3-TALAAK 1 Hi Hoti To Huzoor E Pak ﷺ is Qadar Gussa Na Farmate Aur Ise Allah Ki Kitab Se Khel Na Batate Jabki Ek 1 Baar Me 1 TALAAK To Quran Hi Ka Hukm Hai, Aur Phir Ek Sahabi Us Shakhs Ke Qatl Ki ijazat Na Chahte...*
*✍🏻TALAAK KA TOPIC JARI HAI....*

No comments:
Post a Comment