🏮 *_3 TALAAK QURAN-O-HADEES KI ROSHNI ME..._*
*🚦3 BAAR DEE GAYI TALAAK 3 HI HAI....*
📌 _Qurane Pak Ne Saaf Farma Diya 2-TALAAK Tak Biwi Ko Rokne Ka HAQ Hai Lekin 3 Agar De Dee To Ab Ba'gair Halalah Ke Biwi Ko Nahi Rakh Sakta, irshade Khudawandi Hai._
*الطَّلاَقُ مَرَّتَانِ فَإِمْسَاکٌ بِمَعْرُوفٍ أَوْ تَسْرِیْحٌ بِإِحْسَانٍ*
⤵ *TARJUMAH:-*
📍 *_TALAQ To 2 Hi Bar Tak Hai Phir Bhalai Ke Sath Rok Lena Hai Ya Nikoi Ke Sath Chhod Dena Hai._*
📕 *{Sure BAQRAH, Ayat-229}*
🚦 *Phir Uske Bad Farmaya.*
*فَإِن طَلَّقَہَا فَلاَ تَحِلُّ لَہُ مِن بَعْدُ حَتَّیَ تَنکِحَ زَوْجاً غَیْرَہُ*
⤵ *TARJUMAH :-*
📍 _Phir Agar Use Tisri TALAQ Dee To Ab Wo Aurat Halal Na Hogi, Jab Tak Dusre Shaohar Ke Pas Na Rahe..._
📕 *_{SURE BAQRAH, Ayat-230}_*
📌 *In Aayaat Me Allah Paak Ne 3 TALAAK Ka Hukm Bayan Farmaya Hai, Aur Use Ek Majlis Ya Kai Majlis Ke Sath Qaid Nahi Kiya, Yaani 3 TALAAK Ek Sath De Ya 1 Saal Me Wo 3no WAAQE Ho Jayegi, Uske Bad Bina Halalah Ke Nahi Rakh Sakta..*
📍 _Is Silsile Me Gair Muqallideen Ke Imam IBNE HAZAM ZAHERI Likhte Hain._
*فھذا یقع علی الثلاث مجموعۃ ومفرقۃ، ولا یجوز ان یخص بھذہ الآیۃ بعض ذلک دون بعض بغیر نص*
⤵ *TARJUMAH:-*
📌 *_Ye Ayat Dalalat Karti Hai Ki 3-TALAAK Ek Sath Dee Jaye Ya Alag Alag Baherhaal 3no WAQE Ho Jayegi, Aur is Ayat Ko Ba'gair Daleel Ke Baaz Surton Ke Sath Khas Karna Jayez Nahi Hai...._*
📚 *[المحلی بالآثار: 3/394، مطبوعہ: دار الفکر بیروت، لبنان]*
📍 _Piche (Pichle Parts Me) Hum Siha Sitta Se Kai Hadisen is Par Pesh Kar Chuke Hain, Ek Aur Hadees Jo Imame Bukhari رحمہ اللہ Ke Ustaz Hazrat Abdur Razzaq رحمہ اللہ Ne Apni Musannaf Me Riwayat Kee Hai Padhiye.!_
📖 *HADEES SHARIF :-*
*عَنْ دَاوُدَ بْنِ عُبَادَۃَ بْنِ الصَّامِتِ قَالَ: طَلَّقَ جَدِّی امْرَاَۃً لَہُ اَلْفَ تَطْلِیقَۃٍ، فَانْطَلَقَ اَبِی اِلَی رَسُولِ اللَّہِ صَلَّی اللہُ عَلَیْہِ وَسَلَّمَ، فَذَکَرَ ذَلِکَ لَہُ، فَقَالَ النَّبِیُّ صَلَّی اللہُ عَلَیْہِ وَسَلَّمَ: اما اتَّقَی اللَّہَ جَدَُّک، اَمَّا ثَلَاثٌ فَلَہُ، وَاَمَّا تِسْعُ مِاءَۃٍ وَسَبْعَۃٌ وَتِسْعُونَ فَعُدْوَانٌ وَظُلْمٌ، اِنْ شَاءَ اللَّہُ تَعَالَی عَذَّبَہُ، وَاِنْ شَاءَ غَفَرَ لَہُ‘‘*
⤵ *TARJUMAH :-*
📌 _Mere Walid Ubadah Bin Samit Kehte Hain Ki Mere DaDa Ne Apni Biwi Ko 1000 TALAAKEN Dee Thi To Mere walid Rasulullah ﷺ Ki Bargah Me Hazir Huye Aur unki Khidmat Me Saara Mamla Arz Kiya, Huzoor ﷺ Ne Farmaya Kya Tera Dada Allah Se Nahi Darta?_
*3 TALAAK Ka Use HAQ Tha (Jo Ab Ho Chuki) Aur 997 Uski Taraf Se Zulm O Ziyadati Hai, Allah Ki Marzi Chahe To Use Azab De Ya Bakhsh De....*
📚 *[مصنف عبد الرزاق، کتاب الطلاق، حدیث نمبر( 11339): 6/393، مطبوعہ: المکتب الاسلامی، بیروت]*
*✍🏻TALAAK KA TOPIC JARI HAI....*

No comments:
Post a Comment