✅ *GUSL KA BAYAN* ✅ PART :- 03

SAWAAL: Gusl me kitni baate sunnat hai ?

JAWAAB: *Gusl me ye baate sunnat hai, Gusl ki niyyath karna doono haath gatton tak teen baar dhona, Istinja ki jagah dhona, Badan par jaha kahi najaasat ho usse door karna, namaaz jaisa Wuzu karna, Badan par teil ki tarah paani chupadna, Dahine* *kandhe fir baaye kandhe fir sar par aur tamaam badan par teen baar paani bahana tamaam* *badan par haath pherna aur malna, Nahane me Qibla rukh na hona aur kapda pehan kar nahana ho toh koyi harz nahi, Aisi jagah nahana ki koyi na dekhe, nahate waqt kisi qism ka* *kalaam na karna, Koyi dua na padhna, Aurto ko baithkar nahana, nahane ke baad fauran kapda pehen lena* .

 *📚 ANWAR E SHARIAT (hindi edition page no :-29)*
⏩ _Cont....

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites