*Youm ul shak ka roza:*

Agar ahle sunnat ki taraf se chaand ki koi tasdeeque (shahaadat) nahi milti hai to Ajj *youm ul shak* hai or *youm ul shak* me roza rakhna *jayaz nahi*.....

*"من صام یوم الشک فقد عصیٰ ابا القاسم"*

Yani jisne *youm ul shak* me *roza* rakha to usne *Abu Al Qasim* ( Huzoor SallALLAHu Ta'ala Alaihi wa Aalihi wa Sallam ) ki *naafarmani* ki......
📚 *(Tirmizi Shareef - 553)*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites