💫 *_IMAM NE SAJDA E TILAWAT KIYA AUR MUQTADIYON NE RUKU KIYA_*💫
💎 _Mas’ala:
*Imam ne aayat e sajda tilawat ki aur fauran sajde mein chala gaya aur muqtadiyon ko ruku ka gumaan hua aur ruku mein chale gaye, to hukm ye hai ruku tod kar sajda karein. Jis ne ruku aur ek sajda kiya uska sajda ada ho gaya aur namaz bhi ho gayi aur jis ne ruku karke 2 sajde kiye to uski namaz hi nahin hogi, dobara padhe.*_
📚 *(Durre Mukhtar pg. 52, J 1)*
💫 *_SAJDA E TILAWAT KARNA YAAD THA AUR SALAM PHER LIYA_*💫
💎 _Mas’ala:
*Namaz mein aayat e sajda tilawat ki aur sajda karna bhool gaya phir namaz ke andar hi yaad aaya bawajud iske qasdan salam pher diya to sajda e tilawat saaqit ho gaya magar wajib ko qasdan chhod dene se namaz makruh e tahreemi hui iska lautana zaruri hai.*_
💫 *_SAJDA E TILAWAT KE BA’D 3 AAYAT KI MIQDAAR TAAKHIR KAR DI_*💫
💎 _Mas’ala:
*Kisi ne namaz mein aayat e sajda padhi aur sajda e tilawat karne mein 3 Chhoti aayaton ki miqdaar ya zyada taakhir kar di to sajda e sahw kare.*_
📚 *(Ghuniya ba-hawala Bahaar e Shari’at J 3, pg. 77)*
💫 *_SURAH HAJ KE AAKHRI SAJDE KA HUKM_*💫
💎 *_Hazrat e Imam Shafa’i Alaihir Rahma war-ridwan ke nazdeek surah Haj ka aakhri sajda wajib hai agar koi Hanfi muqtadi Shafa’i mazhab imam ke peeche namaz padh raha ho to Hanfi muqtadi ko bhi chahiye ki imam ki iqteda mein surah Haj ka aakhri sajda kare._*
📚 *(Shaami J 1, pg. 78)*
📚 *Masail E Sajda E Sahw 47 48.*

No comments:
Post a Comment