_Youm E Wiladat Hazrat Imam E Hasan RadiAllaho Taala Anho Bahoot Bahoot Mubarak Ho_
*Hazrath Syeduna Imaam Hassan Raziallahu taala anhu ki wiladat 15 Ramzan ul Mubarak 3 hijri me hui ,*
_HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne wiladat ke 7 we din Aapka Aqiqa kiya aur HASSAN Naam rakha_
*HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke muqaddas shehzade Hazrath Syeduna Imaam HASSAN raziallahu taala anhu ne Islaam ki sar balandi ke liye Azeem Qurbaniya di hain...*
_Hazrat E Syeduna Imaam Hassan RdiAllaho Taala Anhu Farmate Hai_
*(1):- Jis ne sakhawat ki Izzat payi , aur jisne bukhl (Yane kanjosi) kiya zillat uthayi.*
*(2):-Mard ki ghairat ka andaza us ki aurat k libas or parde se lagaya jata hai ."*
*Hasne Mujtaba Sayyedul Askhiya(n)*
*Raakib E Doshe Izzat Pe Laakho(n) Salaam*

No comments:
Post a Comment