💫 *_DUA E QUNOOT BULAND AWAAZ SE PADHI._*💫
💎 _Mas’ala:
*Agar kisi ne witr ki namaz mein dua e qunoot buland awaaz se padhi to is par sajda e sahw wajib nahin, sunnat ke khilaaf hai.*_
💫 *_MASBOOQ IMAM KE SATH QUNOOT PADHE._*💫
⚡ _*Masbooq us muqtadi ko kehte hain jo imam ke sath jama’at mein pehli rak’at ke ruku ke ba’d kabhi bhi shaamil hua hai.*_
💎 _Mas’ala:
*Ramzan sharif mein agar koi shakhs imam ke sath witr ki dusri ya teesri rak’at mein aakar shareek hua to dua e qunoot imam ke sath padhe aur agar teesri rak’at ke ruku mein mila to ba’d mein jab chhuti hui rak’at padhega to us mein dua e qunoot padhne ki zarurat nahin hai.*_
📖 _(Aalamgiri; Bahaar E Shari’at j 4, pg. 7)_
💎 _Mas’ala:
*Agar ruku ke ba’d teesri rak’at mein shareek hua to phir ba’d mein dua e qunoot padhe.*_
📖 _WAllahu Ta’ala A’lam._
💫 *_DUA E QUNOOT KE BAJAYE DUSRI DUA PADHI._*💫
💎 _'Mas’ala:
*Agar kisi ne dua e qunoot ke bajaye dusri dua padhi jo hamd o sana par mushtamil hai, to wajib ada ho jayega sajda e sahw ki zarurat nahin, kyunki khaas isi dua e qunoot ka padhna sunnat hai wajib nahin.*_
📖 _(Fatawa Razaviyya J 3, pg. 488)_
💎 _Mas’ala:
*Agar dua e qunoot yaad na ho to yaad kar lena chahiye aur jab tak yaad na ho “Allahumma Rabbana Aatina fid-dunya hasanataw wa fil aakhirati hasanataw wa qina azaaban-naar” padh liya kare, agar ye bhi yaad na ho to 3 bar “Allahummagh-firli” keh liya kare, ye bhi na aaye to “Ya Rabbu Ya Rabbu” 3 bar keh le, wajib ada ho jayega, Sajda e sahw ki zarurat nahin.*_
📖 _(Fatawa Razaviyya J 3, pg. 488)_
💫 *_DUA E QUNOOT KI JAGAH SURAH IKHLAAS PADHA_*💫
💎 _Mas’ala: *Agar kisi ne witr mein bajaye dua e qunoot padhne ke “Qul huwallahu” sharif padh diya to wajib ada ho jayega ki ye bhi sana par mushtamil hai aur har sana dua hai.*_
📖 _(Fatawa Razaviyya J 3, pg. 488)_
📚 *Masail E Sajda E Sahw 85 86.*

No comments:
Post a Comment