💫 *_EIDAIN KI ZAYED TAKBIRON MEIN SAHW_*💫
⚡ _*Dusri namazon ke ,bar-khilaaf Eid aur Baqr Eid ki namazon mein 6 zayed takbirein wajib hain, agar in mein se ba’az ya kul chhut gayi to wajib chhut jayega.*_
💫 *_EIDAIN KI SAB YA BA’AZ TAKBIREIN BHOOL GAYA_*💫
💎 _Mas’ala:
*Eidain ki sab wajib takbirein ya ba’az bhool gaya to sajda e sahw wajib hai.*_
📖 _(Aalamgiri; Bahaar E Shari’at J 4, pg. 53)_
💫 *_TAKBIR E EIDAIN 6 SE ZAYED YA GHAIR MAHAL MEIN KAHI._*💫
💎 _Mas’ala:
*Agar Eidain ki namaz mein imam ne 6 takbiron se zyada keh daali ya ghair mahal mein kahi to sajda e sahw wajib hai.*_

💫 *_EIDAIN KI ZAYED TAKBIREIN CHHOD KAR IMAM RUKU MEIN CHALA GAYA._*💫
💎 _Mas’ala:
*Imam Eidain ki namaz mein zayed takbirein bhool gaya aur ruku mein chala gaya, to yaad aate hi laute, aur khada ho kar takbirein kahe aur phir ruku aur sajde kare namaz ho jayegi, magar is soorat mein sajda e sahw wajib hoga.*_
📖 _(Shaami J 1, pg. 782)_
💫 *_IMAM EIDAIN MEIN DUSRI RAK’AT KI TAKBIR E RUKU BHOOL GAYA._*💫
💎 _Mas’ala: *Agar imam eidain ki namaz mein dusri rak’at mein ruku mein jate huye takbir kehna bhool gaya to sajda e sahw wajib hai, aur rak’at ki takbir bhoola to nahin.*_

📌 *TANBEEH*
⚡ _*Juma’aur Eidain ki namaz mein sahw hua, aur hujum zyada hai to behtar ye hai ki sajda e sahw na kare.*_
📖 _(Aalamgiri; Raddul Muhtar; Bahaar E Shari’at J 4, pg. 53)_
📚 *Masail E Sajda E Sahw 87 88.*

No comments:
Post a Comment