*_Sureh Kahaf Mein Hazrat Zulqarnai ka Farman Quran Pak Mein Aaya hai hazrat Zulqarnain Farma rahe hain_*
*قَالَ مَا مَکَّنِّیۡ فِیۡہِ رَبِّیۡ خَیۡرٌ فَاَعِیۡنُوۡنِیۡ بِقُوَّۃٍ اَجْعَلْ بَیۡنَکُمْ وَبَیۡنَہُمْ رَدْمًا ﴿ۙ۹۵﴾ ۔۔سورہ کہف 95*
✳ _Is Aayt Ka Tarjuma Molvi Ashraf ali Thanvi Karta Hai Zulqrnain Ne Jawab Diya Ke jis Maal Mein Mere Rab Ne Mujh Ko ikhtiyar Diya hai Wo Bahut Khuch Hai So {Maal Ki Tu Mujhe Zarorat Nahi} Albatta Hath Paun Se Meri Madad Karo.._
📖 *_Tarjuma e Quran Ashraf Ali thanvi Page 39_*
🔮 *_Ghair Muqalladin ka Mashor Muft Mein Taqsim Hone wala Tarjuma e Quran ka Bhi Bhi tarjuma Mulaheza Karen “usne {Zulqarnain Ne} Jawab diya Ke Mere ikhtiyar Mein Mere Parwardigar Ne Jo De Rakha Hai Wahi Behtar Hai Tum Sirf Quwat Taqat Se Meri Madad Karo.._*
📚 *_Ahsanul Bayan Page 828_*
🔰 *DonoTarajim Se Baat Wazeh Hai Ke Hazrat Zulqrnain Ne Apni Qaum Se Madad Chahi Aur is Baat Ko Allah apne Kalam e Pak Mein irshad farma Raha hai Agar madad mangna Shirk Hota Tu Kiya isko Quran Mein Bayan Kiya Jaata.. Agar Shirk Hota Tu Kiya Allah hazrat Zulqrnain Ko Rok Na Deta.. Alhamdulillah Quran E Pak Ki is Aayat Se Bhi Ahlesunnat Ka Aqida Sabit Hogaya*
No comments:
Post a Comment