🌺 *مزارات پر پھول ڈالنے پر دیوخوانی دست و گریباں*
📌 *Ahlesunnat Per Dast Wa Gareban Ka Tana Dene Wale Deokhani Khud Kai Muamlat Mein Khud Dast Wa Gareban Nazar Aate Hain , Jismein Ek Masla Mazarat Per Phol dalne Ka Bhi Hai.*
🖇 *Deokhani Mazhab Ke Mufti Mohammad Riwzan Mazarat Per Phol Dalne Ke Taluk Se Likhta Hai:*
*“Agar Koi Qabr Per Taza Phol Ya Phol Ki Pattiyan Dale Tu Us per Nakir Munasib Malum Nahi Hoti Kyun Ke Ye ijtehadi Wa ikhtelafi Masla Hai Jis Per Nakir Munasib Nahi Howa Karti”*
📘 *Mahnama Al Tableegh Oct 2019 Page 79*
🧷 *Mufti Mohammad Riwzan Deobandi Ke Nazdik Mazarat Per Phol Dalna Jayaz Hai Aur Phol Dalne Walon Per Aitraz Bhi Nahi Karna Chahiye*
🔗 *Magar isi Deobandi Dharam Ke EK aur Mufti ismail Kahchlawi Mazarat Per Phol Dalne Ke Taluk Se Likhta Hai:*
*“Qabar Per Phol Chadhana Na Jayaz, Bidat, Layani Aur fuzol Kharchi Mein Shamil Hai”*
📗 *Fatawa Deeniya Vol 01 Page 262*
📝 *Mufti ismail Kacholawi Ke Fatwe Se Dusra Deobandi Bidati Aur Fuzol Kharchi Ka Hukum Dene Wala Sabit Hogaya*
No comments:
Post a Comment