*AHLE SUNNAT WA JAMAAT KA MANHAJ*
*Ek Ahem Baat Ahle Sunnat Ka Mazhab bilkul Clear karle k 11vi Manana bas Isaal E Sawab hai Jab Aapka Dil Chahe tab kare koi aisa masla nahi hai k 11 Rabi Ul Aakhir Ko Jo naa kare ya naa kar sake wo sunni hi nahi Ye Ek Mustahab Amal hai Naa To Farz naa Wajib ye Ahle Sunnat Ka Maslak hai is talluk se yaa phir koi aur bhi Buzurgan E Din K naam se mansoob karda din ho.*
*Bahot Se Aise aqeedat mand hai jo Is amal ko Mustahab Jaiz Maante hai par kuch wajah se 11vi k din Isaal E Sawab nahi kar paate mehfil e Khatme Qadriya Mehfil E Gausiya Wagairah nahi kar paate to kya Ahle Sunnat Nahi hai ?*
*Kafi jagah hota tarikh to koi aur hoti hai wo bhi Mehfil e Gausiya k naam se hoti hai Jalse hote hai wo bhi Alag din me bhi hote hai.*
*Ye baat saabit kar deti hai k ye Amal Mustahab k darja rakhta hai lekin problem tab aati hai jab badmazhab wahabi firqa in amal ko Shirk Haraam biddat kahte hai jo Ahkaam E Deen k bunyaad se bhi khali hai bas fatwa baaj mullah aur unke awara kide makode Google mukallid.*
*Jo Amal Musalamano k Nazdeek Accha Hai lihaja wo Allah ki bargaah me bhi makbool hai chunache Hadees E Paak Mulahiza Kare.*
📖 *HADEES :*
*“Hazrat Abdullah bin Mas’ood ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ Se Riwayat Hai Ki Unhone Farmaya :*
*Jis (Amal) Ko Koi (Aik) Momin Achchha Jaane Woh (Amal) Allah Ta’ala Ke Nazdeek Bhi Achchha Hai Aur Jis Amal Ko Momineen Bura Jaane Woh Khuda Ke Nazdeek Bhi Bura Hai.”*
📚 *(Musnad Ahmad Ibn Hambal Vol : 02, Pg : 513, Musnad Abdullah Ibn Abbas, Hadees : 3600)*
_Gair Mukallideen K yaha bhi English me jo 03 Volume me Musnad Aati hai uska reference_
📚 *(Musnad Ahmad ibn Hambal Vol : 03, Pg : 284, Hadees : 3600 Print Darusalam English Translation)*
_Hadees Classified As Hasan. Scan page Niche Hai_
📚 *(Imam Hakim Al Mustadraq Vol :03, Pg 83, Hadees : 4465)*
📚 *(Imam Tabrani Al Mujam Ul Kabir Vol : 09, Pg : 112, Hadees : 8583)*
📚 *(Imam Bazzar Al Musnad Vol : 05, Pg : 212, Hadees : 1816)*
*Is hadees E paak se wajeh huwa k Musalman is amal ko accha jaan karte hai lihaja jo isko biddat kahe wo kaisa nira jaahil bunyaadi ahkamat e shariat se khali hai.*
🔄 *To Be Continue......🔜🔜*💝

No comments:
Post a Comment