POST 04

4⃣ *NAMAZ E JANAZA KAHA HO*

🕯 *Huzoor ﷺ ke Zamana Mein Namaz e Janaza Ke Liye Alag Jaga Thi*

☪ *حضور کے زمانہ میں نماز جنازہ کے لئے الگ جگہ مقرر تھی۔وہابی مولوی*
📌 *Wahabi  Ghair Muqalladin Ke Molvi Abdur Rahman Mubarakpuri Namaz e Janaza Ke Mutaliq Jahan Ye Likha Ke Masjid Mein Jayaz Hai Wahi Aage Likhte Hain*

*“Masjid Mein Namaz e Janaza Padhne Ki Aadat Nahi Karni Chahiye Balke Namaz e Janaza Ke Waste Masjid ke Alawa Koi Aur Jaga Muqarrar Karni chahiye Jaisa Ke Rasul Allah ﷺ Ke Zamane Mein Masjid Nabavi Ke Alawa Ek Khas Jaga Namaz e Janaza Ke Waste Muqarrar Thi*

📔 *Kitab Ul Janaiz Page 48*

🖇 *Wahabi Jama'at Ke Molvi Ki ibarat Se Pata Chala Ke Huzoor  ﷺKe Mubarak Zamana Mein Namaz e Janaza Ke Liye Ek Khas Jaga Alag Se Muqarrar Thi.*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites