🕌 *IMAM AHMED RAZA (قدس سره) APNE WAQT KE ABU HANIFA THEY ....... DR. IQBAL*
📚 *امام احمد رضا (قدس سرہ) اپنے وقت کے ابو حنیفہ تھے۔۔۔ڈاکٹر اقبال*
💟 *عالم اسلام کو عرس صد سالہ امام اہل سنت مبارک*
*Wahabi Jama'ate Ki Shaakh Jama'at e Islami Se Shaya Hone Wali Kitab Auraq e GumGashta Mein Rahim Baksh Shahin, Dr iqbal Ka Qaul, Imam E Ahlesunnat Mujaddid e Din O Milat Sarkar Aalahazrat imam Ahmad Raza Khan Qadri Barkaati رحمة الله عليه Ke Taluk Se Naqal Kiya Hai Dr Iqbal, Imam Ahmad Raza Qadri Barkaati رحمة الله عليه Ke Taluk Se Kehte Hain :*
*“Hindustan Ke Daure Aakhir Mein in Jaisa Tabba Aur Zaheen faqeeh Paida Nahi Howa Main Ne Unke Fatwa Ke Mutala Se Raye Qayam Ki Hai Aur Unke Fatwa Unki Zahanat fataanat Jiddate Taba Kamal E Faqahat Aur Uloom e Deeniya Mein Tabahur e ilmi Ki Shahid e Aadil Hain, Maulana Ek Dafa Jo Raye Qayam Kar lete Hain usper Mazboti Se Qayam Rehte Hain Yaqinan Wo Apni Raye Ka izhaar Bahut Gaur Wa Fikr Ke Baad Karte Hain Lihaza Uneh Apne Sharai Faislon Aur Fatawa Aur Fatawa Mein Kabhi Kisi Tabdili Ya Rujo Ki Zarorat Nahi Padti Bayen Hama Unki Tabiyat Men Shiddat Ziyada Thi ..Agar Ye Cheez Darmiyan Mein Na Hoti Tu Maulana Ahmad Raza Khan (Qadri Barkaati) Goya Apne Daur Ke imam Abu Hanifa Hote !*
📗 *Auraq E GumGashta Page 185*

No comments:
Post a Comment