5⃣ *800 Sau Sal Pahle Bhi Eid Milad Shan Se Manaya Jata Tha*
🌺 *میلاد النبی ﷺ 800 سو سال پہلے بھی بڑی شان کے ساتھ منایا جاتا تھا*
📌 *Imam Khilqan رحمة الله عليه {Wafat 681 Hijri} Milad Un Nabi ﷺ Ke Taluk Se farmate hain:*
*“Badsha Muzaffar Uddin Ka Jashne Milad Un Nabi ﷺ Manana Tu Us Ka Bayan Karna Hamare Bas Ki baat Nahi Lekin Phir Phi Hum Us Ka Khuch Hissa Bayan Karte Hain, Wo Ye Ke Mukhtalif Shaharon Ke Logon Ko Malom Tha Ke Badsha Jashne Eid Milad Un Nabi ﷺ Ke Mutaliq Kaisa Husne Eteqad Rakhta Hai Tu Har Saal Arbal Se Qareeb Shaharon Bagdad ,Mosal Jazira Najaar Nasibain Aur Bilad e Ajam Wagera Se Be Shumar Fuqah Sufiya Qurra Aur Shoara Pahunchte Thy Aur Moharam Se Le Kar Shuro Rabiul Awal Tak Unki Aamad Ka Silsila Jaari Rahta Tha*
📙 *Wafiyat ul Ayaan Vol 04 Page 117*
📝 *And Milad un Nabi ﷺ Ko 100 Saal Ki ijad Kehne Wale Jahil Deobandi, Wahabi, Tabligi, Jamat e islami, Ghair Muqallid Hosh Ki Aankhon Se is ibarat Ko Bagaor Padh Leen Ke 800 Sau Saal Pehle Ke Buzurg Milad Un Nabi ﷺ Ke Manane Ka Sabot De Rahe Hain*

No comments:
Post a Comment