💫 *_NAMAZ MEIN HADAS HUA AUR WAZU KARNE GAYA US WAQT TA’DAD E RAK’AT MEIN SHAK HUA._*💫
💎 _Mas’ala:
*Koi shakhs namaz padh raha tha ki namaz mein us ko hadas lahiq hua ya’ni wazu tut gaya aur wazu karne gaya us waqt us ko shak hua ki us ne 3 rak’atein padhi hain ya 4 aur sochne mein kuchh der tak wazu karne se ruka raha to jab wazu karke apni baqiya namaz padhega to is mein is par aakhir mein sajda e sahw wajib hai.*_
📖 _(Aalamgir J pg. 66; Bahaar E Shari’at J 4, pg. 58)_
💫 *_2 RAK’AT MEIN SAHW HUA, SAJDA E SAHW KE BA’D 4 RAK’AT KA IRADA KIYA._*
💎 _Mas’ala:
*Kisi ne 2 rak’at nafl ki niyat baandhi aur is mein sahw ho gaya aur sajda e sahw bhi kar liya phir salam pherne se pehle 4 rak’at padhne ka irada kar liya, to iski 4 rak’at nafl sahi ho jayegi lekin aakhir mein dobara sajda e sahw karna hoga, aisi haalat mein iske liye behtar ye tha ki is par bina na karta 2 rak’at alheda padhta.*_
📖 _(Aalamgiri J 1, pg.67)_
💫 *_SHAK KI SAB SOORATON MEIN SAJDA E SAHW WAJIB HAI._*💫
💎 _Mas’ala: *Shak ki sab sooraton mein sajda e sahw wajib hai, aur ghalib gumaan ki soorat mein nahin, magar jab ki sochne mein ek rukn 3 bar “Sub’han ALLAH” kehne ki miqdar taakhir ho gayi to sajda e sahw wajib hai.*_
📖 _(Shaami; Bahaar E Shari’at J 4, pg. 58)_
📚 *Masail E Sajda E Sahw 66 67.*

No comments:
Post a Comment