بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
*Hazrat Abu Hurrairah رضي الله عنه Ko Huzoor ﷺ Se Do Ilm Mile*
*Hadees 02:* Abu Hurrairah رضي الله عنه Farmate Hai Maine Rasoolullah ﷺ Se Do Tarah ka ilm mehfooz kiya Ek ko maine failaya Aur Dusra woh hai agar usko faila’un to meri shah E raag (throat) kaat diya jaaye. (Sahih Bukhari, Pg : 42, Kitabul Ilm, Baab Hifzul ilm, Hadees : 120)
Is hadees e Paak ki shara me Imam Hafiz Ibn Hajar Asqalani Ash Shafai (Al Mutwaffa 773 Hizri) tahreer farmate hai
وحمل العلماء الوعاء الذي لم يبثه على الأحاديث التي فيها تبيين أسامي أمراء السوء وأحوالهم وزمنهم ، وقد كان أبو هريرة يكني عن بعضه ولا يصرح به خوفا على نفسه منهم ، كقوله : أعوذ بالله من رأس الستين وإمارة الصبيان يشير إلى خلافة يزيد بن معاوية لأنها كانت سنة ستين من الهجرة . واستجاب الله دعاء أبي هريرة فمات قبلها بسنة
*Tarjuma* : Ulema ne Farmaya hai ki wo ilm jisko Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه ne nahi failaya wo un ahadees ka ilm hai jin me hukmarano kay naam unke ahwaal aur unke jamane ka bayan hai Chunache Abu Hurraira رضي الله عنه baaj isharo kinayo me bayan farmate the lekin jaan jaane ka khauf se wajeh taur par bayan nahi karte the jaise ki wo yeh dua karte the AYE ALLAH MAI SAATH (60) hizri aur Laundo KI HUKUMAT SE PANAH CHAHTA HOON
Is se Aap ishara karte the Yazeed bin Mauviya ki hukumat ki taraf kyuki wo 60 hizri me huwi ALLAH Taala ne Abu Hurraira ki dua kabool farmayi aur 60 Hizri Se Ek Saal pahle Aap Wafat paa gaye.
Maloom huwa kay Kay Hazrat Abu Hurrairah ko Un logo kay naam Huzoor Nabi E Akram se maloom huwe wo Quraysh kay nawzawan the jinke baare me agar wo naam farmate hai mai chahun to naam bata dooon falan ibn falan log hai jisme Gair Mukallideen ka hero Yazeed shamil hai. Mumkin ho yaha ye kahden kay Ye Ibn Hazar Asqalani rahmatullah alaih ka apna maukoof hai khair bhagne nahi denge hum aur bhi sahih hadees se wajeh karenge wo daur aur wo sarkash launde kon log the jinke naam lene tak se Hazrat Abu Hurrairah ko jaan ka khatra tha. Ab Yahan Mumkin ho kuch ye kahde kay ye to Imam Ibn Hazar Asqalani rahmatullah alaih ne likha hai Hazrat Abu Hurraira Radiallahu anhu aisa nahi kahte the. Hazrat Abu Hurraira Radiallahu anhu ye dua karte the ye hadees e paak se saabit hai mulahiza karen.
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH

No comments:
Post a Comment