بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
*Is Ummat Ki Halaqat Quraish Kay Nawjawan Laundo Kay Haatho Hogi*
Hadees 01: Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Se Rivayat Hai Ki Rasoolullah ﷺ Ne Irshad Farmaya Meri Ummat Ki Halakat Quraish Kay Chand Laundo (Nauzawano) Kay Hatho Se Hogi. Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Se ye Rivayat Sun Kar Marwaan ibn Hakam Ne Kaha Allah Taala Ki Laanat Ho Un Laundou’n Par. Phir Banu Ummaya Kay Marwaan bin Hakam Se Sayyidna Abu Hurraira رضي الله عنه Ne Kaha Agar Chahoon Tu Unka Naam Bhi Bata Sakta Hoon Ki Fala’n Kay aur Fala’n Kay Bete Hai.
References :
(Sahih Bukhari Pg :887, Kitabul Manaqib, Baab : Alamatul Nabuwat Fi Al Islamihi, Hadees : 3605)
(Sahih Bukhari Kitabul Fitan, Baab : Is Ummat Ka Quraish Kay Nawzawano Kay Haath Halaq Hona, Hadees : 7058)
(Imam Abu Dawood Taylasi Al Musnad Vol : 01, Pg : 327)
(Imam Ibn Hibbani Sahih Vol : 15, Pg : 108, Hadees : 6713)
(Imam Tabrani Al Mujam Sageer Vol : 01, Pg : 335)
Is Hadees e paak se maloom huwa kay Ummat Ki halakat Quraysh Kay Chand Laundo kay haath hogi aur dekhe yaha un Laundo par lanaat ek aisa shaks bhej raha hai Marwan Ibn Hakam jo khud Quraysh se talluk rakhta hai aur us lanaat me barabar sharik huwa hai goya Allah Taala ne Is kay mooh se hi isko lanaat kahelwa di. Ab Yahan Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Ko ye baat kaise maloom huwi jahir si baat hai wo un ladko kay naam tak jaante the jaisa kay sahih bukhari ki rivayat me saabit hai yakinan ye baat Unhe Sarkar E Do Aalam ne hi bayan ki hai jo gaib ki khabre hai aur Khud Imam Bukhari is rivayat baab Alamat E Nabuwat kay tahet likh rahe hai wo bhi apna aqeeda likh rhe hai Nabi ki Alamat hona Hi Ilm E gaib Ki khabre dena hai. Aur Hazrat Abu Hurrairah رضي الله عنه ko ye bhi Maloom tha kay Aise Laundo ki hukumat aur inka fitna kab kis sadi me shuru hoga jis se ummat ki halakat hogi WO Quraysh kay sarkash nawzawano ki hukumat kaa aagaz kab hoga ? aur wo kon log honge ? Jo aise daur se Hazrat Abu Hurrairah jaise sahabi bhi khud ALLAH ki panah talab karte the.
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH

No comments:
Post a Comment