م الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
Islam me badhshahat kaa aagaz Hazrat Ameer Mauwiyah رضي الله عنه kay takht nasheen hone se shuru huwa Khilafat E Rashida kay 30 Saal Hazrat Imam Hasan ibn Ali رضي الله عنه kay khilafat chodte mukammal hogaye. Waqya E Karbala kaa aagaz Hazrat Ameer Mauwiayah رضي الله عنه kay wisaal 22 Razab 60 Hizri kay baad se shuru huwa jab Yazeed ki takht nasheeni 60 Hizri me huwi, ye wo daur aaya jiske baare me Gaib Ki Khabre Dene Waale Nabi E Rehmat ﷺ ne is daur o sadi kay muttalik Sahaba E Kiram Rizwanullahi azmayeen ko pahle hi farma diya tha kay ye waqt Banu Ummayah kay sarkash badhsaho ka nauwazano kaa hoga jisme meri AAL Ahle Bayt pe julm kiye jaaynge chunache is daur kay talluk se Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه ki rivayat milti hai jo saaf saaf chiz wajeh kar deti hai kay Yazeed bin Mauwiyah ki hukumat kaisi honi thi jo Yazeed ka difa karte hai kyun in sahi hadeeso ko Nasibi Ahle Hadees awaam se chupate hai ?
In Sha Allah Taala Agar Sirf Is Research ko koi haq kay saath padhe to wo yahin se faisala kar sakta hai kay Yazeed bin Mauviya lanatullah Alaih ki hukumat kaisi hogi.
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH

No comments:
Post a Comment