▪Kuch Log la-ilmi aur jahalat Aur Bad Aqeedo ki Sohbat ki buniyaad par "JUMMA MUBARAK" Kehne par Aitraaz karte hain balki yahan tak Isse Biddat kehte hain
معاذ الله
▫Jab ki Nabiyon ke Sultan,
Rehmat-e-Alamiyan,
Sardar-e-do jahaan,Mehboob-e-Rehmanعزوجل,
Mere Pyaare-Pyaare Aaqa Madine wale Mustafa
(صلی اللہ علیہ وسلم)
ka farman Aalishan,Barakat-o-Magfirat Nishan hai,
▪"Aye Musalmano Ke Giroh,
Beshaq Ye Jumma Woh Din Hai Jisko Allah (عزوجل) Ne Eid Banaya Hai.
📚(Mishkat Hadees No. 123)
▫Bas isse clear ho jata hai ki jab Isse Eid kehdiya gaya toh iski Mubarakbad dene me koi harj nahi hona chahiye magar Aqal ke Andhe ko kahan yeh baat samajh aane wali hai...
▪Aayein Jumma ke Aala Martabe ko bayaan karti ek Riwayat mulahiza karte hain,
Aaqa-e-Kareem (صلی اللہ علیہ وسلم) ne farmaya,
▪"Juma’a ka din sab dino ka sardar hai,
ALLAH (عزوجل) ke nazdik sabse bada hai aur wo ALLAH ke nazdik
"Eid-ul Azha" aur "Eid-ul Fitr" se bada hai,
▫ALLAH (عزوجل) ne isme Hazrate ADAM (عليه السلام) ko paida kiya,
Isme Zameen par unhe Utara Aur Isme Unhe wafat di."
📗[Sunan Ibne Majah, Jild 2, Page No. 8,Hadith No. 1084]

No comments:
Post a Comment