【Part :16】🌹HAYAT-UN-NABI ﷺ 🌹

〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🎯Hadis.
Sayeed Bin Musayyib Radi Allahu Anho farmate hain.
Mai Ayyam-e-Hirah me akele Masjid Nabwi me hua karta tha to jab Namaz ka waqt hota, mujhe Rauza-e-Mustafa se azan ki awaz sunai deti.
Mai aage badhke iqamat kehta aur Namaz padh leta.

📝Refrence.
Dalailun Nabuwwa, Ibne Naeem, jild: 2, pg:567)

Sarkar-e-Do Aalam ﷺ Ne Farmaya:
Jis Ne Meri Wafaat Ke Baad Meri Qabar Ki Ziyarat Ki Goya Us Ne Meri Hayaat Me Meri
Ziyarat Ki

🎯Hadees.
“Hazart Abdullah Bin Umar RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Jis Ne Meri Wafaat Ke Baad Meri Qabar Ki Ziyarat Ki Goya Us Ne Meri Hayaat Me Meri Ziyarat Ki"

📝Refrence.
Tabarani Al-Muajam-ul-Kabir, Jild-12, Pg-406, Hadith-13496.

Daraqutni As-Sunan, Jild-,02 Pg-278, Hadith-193.

Bayhaqi Shuab-ul-Iman, Jild-03, Pg-489, Hadith-4154.

Haythami Majma-uz-Zawa'id, Jild-04, Pg-02.


🔃To Be Continue....
___________________________

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites