〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
3) 🔰Imam Ibn-e-Hajar Asqalani ke shagird Imam Sakhawi farmate hain
ki Hamare liye ye aqida hai ki Ambiya apni Qabro me zinda hain, aur unhe ne'matein ata ki jati hain”
📝Refrence.
Al-Qaul-al-Badi, Pg.161.
Imam Sakhawi Rehmatullah alaihfarmate hain ki Abu Zar aur Malik ki Meraj wali Hadees se ye sabit hota hai ki Nabi alaihis salam ne asmano par Ambiya se mulaqat kiya, Unse baat kiya aur unhone apse Baat kiya, iski sanad bilkul saheeh hai aur isme kahin bhi koi ikhtilaf nahi hai.
Nabi alaihis salam ne Musa alaihis salam ko qabar me namaz padhte hue dekha aur pher Baytul Maqdis me bhi tamam Ambiya ko dekha. Phir Nabi alaihis salam asmano par gaye aur wahan bhi Ambiya se mulaqat
kiya to ye mulaqat bilkul haqiqi hai.
📝Refrence.
Imam Sakhawi's 'al-Qawl al-Badi' (Kalmi Nuskha) Jamiyah al-Riyad)
4) 🔰Imam Ibn Hajar al-Haitami Makki Shafai apni Jawhar al- Munazzam me likhte hain:
''Is baat ke beshumar dalail aur aqwal-e-aimma saheeh sanad ke sath maujud hain ki Ambiya apni Qabro me zinda hain, aur wo Roze rakhte hain, Har saal Hajj bhi karte hain, aur apne jism ko us Barish se paak bhi karte hain, jo unpe barasti hai.''
5) 🔰Hazrat Imam Abdul Wahab Shorani Rehmatullah alaihfarmate hain, Huzur Anwar alaihis salam apni qabr mubarak me zinda hain. Aur azan wa iqamat ke sath namaz ada farmate hain. Ayse hi deegar ambiya namaz ada farmate hain.
📝Refrence.
Kashaful Ghama, Jild 1, Safa 67)
6) 🔰Hazrat Imam Ibrahim bin Bishar Rehmatullah alaih farmate hain, mai ek saal Madina Sharif gaya, Rauza Aqdas pe hazir hokar salam arz ki to maine wahan se 'WA ALAIKAS SALAAM' ki awaz suni.
📝Refrence.
Subulil Huda Jild 12, Page no 357..
🔃To Be Continue....
___________________________

No comments:
Post a Comment