【Part ~03】★Ilme Gaib e Mustafa ﷺ ★

✔ Hadees No. 3

Hazrate Sayyedna Abu Huraira ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya ki tum dekhte ho ke mera chehra is taraf hai jab ki Khuda Ki Kasam
mujh par tumhara Khushoo ( dil ki kaifiyat) aur Ruku Hargiz poshidah Nahi. Main pith ke piche se bhi dekhta hu

»» Bukhari Jild 1 Safa 59

✔ Hadees No. 4

Hazrate Anas Ibne Malik ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne hum ko Namaz Padhayi fir mimbar par Tashreef farma hue aur Namaz aur Ruku ka bayan kiya aur farmaya ki main tum ko piche se bhi aise dekhta hu jaise aage se

»» Bukhari Jild 1 Safa 59

➡ Sharah Bukhari aini mein hai ye sirf Namaz ke Sath nahu balqi Huzoor ﷺ hamesha jis tarah aage dekhte hai waisi hi piche


● Munafiqon Ka Aqeeda Wo Gaib daan Nahi
●Sahabiyon Ka Aqeeda Huzoor Jaante Hai


◎To Be Continue......◎
_______________________________________




No comments:

Post a Comment

Our Social Sites