✔ Hadees No.21
Hazrate Abu Hurairah ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki ek Baar Huzoor ﷺ ne Humko Zuhar ki Namaz padhayi aur sab se picchli saf mein ek aadmi khada tha jis ne thik se Namaaz nahi padhi to
jab Huzoor ﷺ salaam fera to us shakhs ko Naam lekar Pukara aur farmaya aye fulañ kya tu Allah Se Nahi Darta ? Ye tu kaise Namaaz Padhta Hain ? Kya tum Log Ye khayal karte ho ki tumhare aamaal mein se mujhse kuch chhupa rehta hai ?
Kasam Allah Rabbul Izzat Ki main Jaise Apne Saamne dekhta hu waise hi picche bhi dekhta hu.
Is Hadees Ko Imam Ahmed Ne riwayat kiya
»» Mishkat Baab Siftis'salat Safa 77
➡ Sabse Picchli Saf mein hone ka matlab hai ki Sarkar ﷺ mein aur usme kaafi faasla tha us zamane mein har Musalman Namazi tha Masajide Nabawi shareef Namaziyon se bhar jaati thi fir Bhi Aap ﷺ ne uski Namaz ki kami ko mulahiza farma liya fir sarahat farma di ki tumhari har halat mere upar roushan hai
● Kis Lab Pe Kya Dua Hain Sarkar Jaante Hain
●Kiske Dilo Mein Kya Hain Sarkar Jaante Hain
◎To Be Continue......◎
_______________________________________

No comments:
Post a Comment