✔ Hadees No. 20
Hazrate Abdullah Ibne Umar ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ farmate hai ki Karkara Naam ka ek shakhs Nabi E Kareem ﷺ ke asbaab ki hifazat par mu'ayyan tha Jab uska
inteqaal hua to Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya wo jahannami hain log is ki wajah talaash karne lage to uske saaman mein ek Ibaa paayi jo usne maale ganimat se chura ke rakh li thi
»» Bukhari Jild 1 Safa 432
➡ Yaani Aap ﷺ ne ye bhi jaan liya ki wo Jahannam mein hai aur Ye Bhi ki wo Jahannam mein Kyu hai aur Jo Kapda Usne Maale Ganimat se churaya tha gaib Janne wale Nabi se wo chhupa hua Na tha
● Haamir Rab hai Khaliq Par Mustafa hai Maalik
● Qismat Me Kya Likha hai Sarkar jante hai
◎To Be Continue......◎
_______________________________________

No comments:
Post a Comment