✔ Hadees No. 23
Hazrate Abu Saeed Khudari ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ ne Masajide Nabawi ki tameer ka zikr farmate hue farmaya ki Hum log
ek-ek iint uthate the aur Ammar Ibne Yaasir do-do to Rasoolullah ﷺ ne inhe dekha to Huzoor ﷺ inke jism se mitti jhaadte jaate aur farmate ki Ammar par kada waqt aayega inhe ek baagi giroh Qatl karega aur ye unhe Jannat ki taraf bulate honge aur wo inhe dozakh ki taraf. Abu Saeed ne kaha ki Ammar kaha karte the ki Main fitno se Allah ki panah mangta hu
»» Bukhari Shareef Jild 1 Safa 24
➡ Is Hadees Se Maloom hua ki Huzoor ﷺ ye bhi jaante the ki Ammar Shaheed kiye jayenge aur ye bhi ki inhe koun shaheed karega
● Izaat Se Naa Mar Jaaye Q Naame Muhammed Par.
●Yun Hi Kisi Din Humne Duniya Se To Jaana Hai.
◎To Be Continue......◎
______________________________________

No comments:
Post a Comment