〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🎯Proof From The Books of Wahabis.
Dekhe pehle Devbandi peshwao ki kitabo se koi wali Nabi k bare me inke aqide saaf hai k wo majboor hai apne wisal k baad kahi aa ja nahi sakte.
Maazallah
magar khud ka akabir buzurgo ki shan-o-azmat dikhani ho to devbandi hazrat saare shirk biddat band kar ke waqiat baayan karte hai dekhe saboot
1)🔰 WAFAT k baad Maulana Kasim Nanatvi sahab apne Jism-e-zaahiri k saath Devband k madrase aaye
Qari Tayyab (Mananger of Devband &
Grandson of Kasim Nanatvi) bayan karte hai k jis zamane me Moulvi Rafiuddin Sahaba Darool Uloom Devband the Mohtamim the us zamane me kuch Mudarris (Teachers) me aapas me kuch maslo ko leke behas chid gayi.
Aage chalke Maulana Mehmood Ul Hasan sahab bhi behas wa hungame me sharik hogaye.
Ab aage ka wakiya khud Qari Tayyab sahab bayan karte hai likhte hai..
“Isi Dauran ek din Alsabah baad namaz-e-Fazar Maulana Rafiuddin sahab rehmatullah alaih ne Maulana Mehmoodul hasan sahab ko apne Hujre me bulaya (jo Devband me hai) Maulana sahab haazir huway aur band hujre ka darwaza khol k andar daakhil hue Mausam Sakht sardi ka tha.
Maulana Rafiuddin sahab farmate hai pehle mera ye Ruee ka lebada dekhlo. Maulana ne Lebada dekha to tarr (Wet) tha aur khoob bhig raha tha Farmaya k waqiya yeh hai ki abhi abhi Mualana Kasim Nanatvi Zasde Unsuri
(Jisme zaahiri) k saath mere pass aaye tashrif laaye the. Jis se mai ek dum pasina pasina hogaya aur mera lebada tarbatar ho gaya aur yeh farmaya k Mehmood hasan se kehdo k is jhagde me na pade.
Bas maine ye kehne k liye bulaya hai.
Maulana Mehmood Hasan sahab ne arz kiya ki Hazrat mai aapke haath me tauba karta hoon ab iske baad mai kisi se kuch na bolunga.
📝Refrence.
Arwah-e-Salasa page no 242, Writer :
Zahoor ul Hasan, aur Maulana Ashraf Thanvi ne iski takreej ki hai)
dekhlo devband ki kahani jab baat apne moulvio ki aayi to kisi ne kuch objection nahi kiya k hamare buzurg ne likha hai k Nabi alaihi
salam k bare me Maazallah.
ab dekhe dosra saboot Ashraf Thanvi sahab k dada ka wakiat marne k baad bhi Thanvi k dada Mithai leke apne ghar pahunch gaye
Kisi baraat me Thanvi sahab k dada jaa rahe the waha dakuo ne hamla kiya aur thanvi sahab k dada ka wisaal hua..
ye pasmanzar hai ab aage ka wakiat khud devbandi hazraat likhte hai
“Shahadat k baad ek ajeeb waqiya hua”
Rat k waqt apne
ghar misle zinda k tashrif laye aur apne ghar waalo ko mithai laakar di
aur farmaya ki agar tum kisi se zaahir na karogi to is tarah se roz aaya karunga. Lekin unke ghar waalo ko andhesa hua k jab baccho ko mitha khate dekhgenge to maalom nahi kya subaah (shak) karnge is liye zaahir kar diya aur aap tashrif nahi laaye yeh waqiya khandan me mashoor hai.
📝Refrence.
Ashrafus sawaneh jild 01, Page no 12
Published Khankaah Imdadia Thana Bhavan, Musaanif Khwaja Azeezul Hasan)
Dekho wahabi tableeghe k murday kabar se mithai lekar nikal pade.
🔃To Be Continue....
___________________________

No comments:
Post a Comment