【Part :37】🌹HAYAT-UN-NABI ﷺ🌹

〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🎯Wahabi aiteraz 7)
Nabi kabar me namaz kaise padte hai ? Ruku Sazde itni choti jagah me ?.

🔰Ans)
Dunya sudhregi tum mardoodo ko aqal nahi aaygi sirf dimagh issi kaam me kharch karte ho k kis tarah se tauhin-e-risalat ki jaaye.
Jab Nabi Alaihi salam ne farmaya k Moosa alaihi salam apni kabar me namaz padh rahe the kisi sahaba ne pucha k kaise
padh rahe the kaise khade honge ?
Imaan to naam hi hai ghaib ki baato ko maan lene ka. Tumhare Kandhe me do Farishte hai

“KIRAMIN KATIMEEN”


wo namaz kaha padhte hai ? Kandhe me hi padhte hai na ?

kandhe me kuch weight bhi uthate hoge tab kya farishte Dab jaate hai ?

Wahabi bolta hai par samajhta nahi.

🎯Wahabi aiteraz 8)
Hazrat Umar Ne Kaha Us Shaks ko maar dunga jisne kaha Nabi wisal kar gaye baad me Abu Bakar Siddik Ne Kaha Nabi ko kya tum khuda samajhte ho wo bhi wisal karenge Dekho Abu Bakar Siddik to Nabi alaihi salam ko Zinda nahi samajhte..

🔰Ans) Wisal Ka Munkir Koi Nahi hai ye baat humne shuru me wazahath ki hai us waqt me Sayyidna Siddik-e-Akbar ka kehna isliye nahi tha k wo aqida rakhte hai k Nabi-e-Karim SalAllahu alaihiwassalam mar gaye ma'azALLAH balke wo sirf Hazrat Umar Razi allahu anho ko samjhane k lihaz se tha k har wo chiz jo wajood me aayi hai wo ek baar qudrat-e-Ilahiya k tahet usko bhi mitna hai..

ab dekhiye Siddik-e-Akbar ki wasiyat Hazrat Abu Bakar Siddiq
Radiallaho Ta'ala Anhu Ka Aqeedah, Nabi Alaihis Salam Zinda Bhi Hain Aur
Hamaari Awaz Bhi Sun Sakte Hain Aur Jawab Bhi De Sakte Hain:
Hazrat Siddiq-e-Akbar Radi-Allahu-Ta"aala-Anhu Ne Apne Visaal-e-Mubarak Se Pehle Hazrat Ali Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ko Farma Diya Tha Ki Mere Janaze Ko Taiyyar Karke Hujra Sharif Jisme Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ka Mazaar-e-Anwar Hai, uske Saamne Rakhker Arz Karna-Assalamu Alaikum Ya Rasoolallah

(SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM)
Yeh Abu-Bakr Aapke Darwaze
Per Haazir Hai pher Jaisa Hukum Ho Wahi Karna.

Chunanche, Aapki Wasiyat Ke Mutabik Aapke Janaze Ko Hujre Ke Saamne Rakhker Arz Kiya Gaya, Ya Rasoolallah (SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM) Yeh Aapke Yaar-e-Ghaar Abu-Bakr Aapke Darwaze Per Haazir Hain Inki Tamanna Aapke Hujre Sharif May Dafan Hone Ki Hain Agar Ijazat Ho To Hujra Sharif Me Dafan Kiya Jaye?
Yeh Sunker Hujra Sharif Ka Darwaza Jo Pehle Bandh Tha Khud-Ba-Khud Khul Gaya Aur Awaaz Aayi- "Habib Ko Habib Se Mila Do, Kyon ki Habib Ko Habib Se Milne Ka Ishtiyaak Hai"
Jab Hujra Sharif Me Hazrat Abu-Bakar
Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ke Dafn Karne Ki Ijazat Hui To Janaza-e-Mubarak Ko Ander Legaye Aur Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM K Kandhe Mubarak K Kareeb Aapko Dafan Kardiya Gaya..

📝Refrence.
Siratus Saliheen Page no 92..

Tafseer-e-Kabeer Jild:5, Safa:685.

Khasasi'ul Qubra Jild:2, Safa:282 )

Tarikh-e-Damishq. Pg.747)

Isse pata chalta hai ki Hazrat Abu Bakar Siddiq Rehmatullah alaihka Aqida tha ki Nabi alaihe salam hume sun bhi sakte hain aur jawab bhi de sakte hain, isiliye aysi wasiyat farmayi thi.


🔃To Be Continue....
___________________________

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites