🌠 KUNDEY KI NIYAAZ KI HAQEEQAT:

➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ 
⏩ PART:- 3

📛 QUESTION :- KYA KUNDEY KI NIYAZ FARZ HAI?

🎴 ANSWER :- KUNDEY KARNA FARZ YA WAJIB TO NAHI HAI LEKIN MUSTAHAB AMAL ZARUR HAI KARNE WALA SAWAAB PAAYEGA LEKIN NA KARNE PAR GUNAAH NAHI HOGA

📌 MAGAR JO ISEY HARAAM, SHIRK YA BIDDAT KEHTE HAI WO EK NEK AMAL SE ROKTE HAI AUR HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM AUR AS'HAAB AUR TAMAM NEK BANDO K KHILAAF BAAT KARTE HAI

📌 UNHE CHAHYE KE WO TAUBA KARE AUR ALLAH HIDAYAT DE AESE LOGO KO.!

📛 QUESTION :-  IMAM JAFFER KA WISAL 15 RAJAB KO HUA TO PHIR 22 RAJAB KO KUNDEY KYU..?

🎴 ANSWER :- ESAAL E SAWAB KE LIYE USI DIN HONA YE SHART NAHI HAI BALKE MAHINE, SAAL YA ZINDAGI ME JAB CHAHE KAR SAKTE HAI, AUR AAM MUSHAHIDA HAI K AHLESUNNAT 22 RAJAB KO HI NAHI BALKE POORE SAAL EHTMAAM KARTE HAI


No comments:

Post a Comment

Our Social Sites