Part 27-A


Aalam E Islam Ko Alvidaa Jum'ah Mubarak

Mere Pyaare-Pyaare Aaqa Madine wale Mustafa
(صلی اللہ علیہ وسلم)
ka farman Aalishan,Barakat-o-Magfirat Nishan hai,

(1):- "Aye Musalmano Ke Giroh, Beshaq Ye Jumma Woh Din Hai Jisko Allah (عزوجل) Ne Eid Banaya Hai.
📚(Mishkat Hadees No. 123)

(2):- Juma’a ka din sab dino ka sardar hai.

Ya Allah (عزوجل) Mustafa Jane Rahmat Sallallaho Taala Alaihi Wassalam Ke Sadke Wa Taufel Se  Jum'mah Tul Wida Ke Din Sab Musalmano Ki Magfirat Farma Aur Jahannam se Aazadi Farma.
Ameen

Haaye Afsos Ramzan ki na Humne Qadr ki,
Be-sabab hi bakhsh de Ya Rab (عزوجل) ki tu RAHMAN hai

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites