〰〰〰〰〰〰〰〰〰
✔03
🔴Jab Ke Paish e Nazar Jaliyaan Hon🔴
"Khabardar Jaali Sharif(Huzoor Ke Mazaar Ki) Ko Bosa Dene Ya Hath Lagane Se Bacho Ke Ye Khilaf e Adab He
Bulkey 4 Hath Faasley
Se Zyada Qarib Na Jao,
Ye Un Ki Rehmat Kya Kam He Ke Apne Huzur Bulwaiya"
»»(Fatawa Razawiya 10/765)
✔04
"Roza e Anwar Ka Na Tawaf Karo Na Sajda,
Na Itna Jhuko Ke Ruku Ke Barabar Ho, Huzur Ki Tazeem Unki Ita'at Me He"
»»(Fatawa Razawiya 10/769)
🔃To Be Continue . . . .
________________________________________
No comments:
Post a Comment