✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
♻ wahan mene ek aadmi dekha jo baalo ko khinch raha tha wo zanjeero mai jakda hua tha aur zameen wa aasman k darmiyaan uchal kood kar raha tha mene pucha: turn kaun ho?
♻ Us aadmi ne jawab diya mai dajjal hu, phir dajjal ne pucha kya ummiyo k nabi zahir ho gaye? us aadmi ne jawab diya nan, dajjal ne pucha loogo ne uski ita'at ki ya nafarmaani? us aadmi ne kaha ita'at, dajjal ne kaha ye unke liye accha hai.
*📚[ Abu Dawood Kitabul Fitan Hadees no. 3636 ]*
♻ Hazrat Fatima binte kais Razi Allahu Anha kehti hai Rasool Allah ﷺ Sallallahu Alaihi
Wa Sallam ne farmaya: "Aagah raho, dajjal shaam ya yaman k samundar mai
mojood hai *(phir farmaya)* nahi balke wo mashrik ki taraf hai wo mashrik ki taraf hai wo mashrik ki taraf hai phir aap ﷺ Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne apne haath mubarak se mashrik ki
taraf ishara kiya".

*📚[ Muslim Kitabul Malahim ]*
♻ *Wazahat:* Rasool Allah ﷺ Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne pehle shaam ya yaman k samundar ka zikr farmaya phir uski tardeed farma kar takeed k sath mashrik k Kisi samundar ka zikr farmaya
♻ Shaari'heen E hadees ne iski wazahat mai ye likha hai k Aap ﷺ Sallallahu Alaihi Wa Sallam ka pehli baat ki tardeed farma kar dusri baat ki teen martaba taakeed farmana wahi E ilahi ki bina par tha..
*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment