↪PART-- 11 *🔴Gyarvi Manana Kaisa🔴*

*11 VI SHARIF FUKAHA ULEMA MUHADISEEN KI NAZAR ME*

*_Hazrat Shaykh Abdul Muhadis Dahelvi Bukhari ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ (Al Mutwaffa 1052 Hizri) Inko Teeno Maktab E Fiqr maante hai Chahe Ahle Hadees Ho Devbandi Ho Yaa Ahle Sunnat ho Wo kya Kahte hai is baare me_*

*“Beshak hamare Mulk Me Aaj Kal (Urs Paak Gaus E Aazam yaani Gyarvi Sharif ki) Gyarvi Tareekh Mashoor Hai Aur ye Tarikh aapki Hindi Aulad Wa Mashaikh Me Mutarif hai isi tarah Hamare Shaykh Abul Mahani Sayyad Shaikh Moosa Al Hussaini Ne Karke Likha Hai Shaikh Abdul Haq Kay Ustad Aur Peer Imam Abdul Wahab Muttaki Makki ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ bhi Isi Tareekh Ko Gyarvi Sharif Ka Khatm Dilaya karte The Aur Unke Mashaikh Bhi”*

📚 *(Maa Sabata Min As Sunnah Pg : 124)*

*Shah Waliullah Muhadis Dahelvi ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ (Al Mutwaffa ) Jinhe Ahle hadees kahte hai wo hamare the Aur bahot maante hai unko Unke Maktoobat Ka Mazmua usme unhone ek lamba waqya Gyarvi Sharif K Jawaz Pe Likha Hai jiska mafoom yaha hum bayan kar rahe hai*

*_“Maktoobat Hazrat Mirza Mazhar Jaane ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ k ek maktoobat me hai unhone khwab dekha Bahot Se Auliya Halka Bandh k murakbe me hai Aur Ussi Mehfil Me Maula Ali ﻛﺮﻡ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻭﺟﻬﻪ ﺍﻟﻜﺮﻳﻢ tashreef farma huwe Aur Saath Me Owais Al Qarni bhi the Sab Ek Huzre Sharif me Daakhil huwe jaha noor ki barish horahi thi Jab Wajah Daryaft ki to ek shaks ne kaha Aaj Gaus Us Saqlain Ka urs gyarvi hai urs paak ki takrib par tashreef le gaye hai”_*

📚 *(Kalimat E Tayyabat Farsi Pg : 78, Matbooa Delhi)*

*Aur Bhi bahot Se Fuqaha Ulema ne Iske jawaz likhe hai*

*Hazrat Aurangzeb ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ k Ustad Mulla Ali Jeevan ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ k Sahabzaade Wa Jijuseerat Me Allama Gulam Sarwar Lahori ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ ne Khazinatul Asfiya Vol : 01 pg 99*

*Hazrat Daaro Shiko Ne Safinatul Auliya Pg : 72 Shaykh Abdul Haq Muhadis Dahelvi ne Akbarul Akhyar pg : 24*

*Shah Abul Mauli ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ Tohfa E Qadriya pg : 90 me Aap ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ​ K 11vi Sharif K Inakad k jawaz K Mutallik Likha Hai.*

🔄 *To Be Continue......🔜🔜*💝

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites