1⃣ *HUZOOR ﷺ NE SIKHAYA WASEELA KA TAREEQA - TIRMIZI*
🔰 *Hazrat Imam Tirmizi رحمة الله عليه Hazrat Usman Bin Hanif رضي_الله_عنه Se Riwayat Ki Ke :*
حدثنا محمود بن غيلان حدثنا عثمان بن عمر حدثنا شعبة عن أبي جعفر عن عمارة بن خزيمة بن ثابت عن عثمان بن حنيف : أن رجلا ضرير البصر أتى النبي صلى الله عليه و سلم فقال ادع الله أن يعافيني قال إن شئت دعوت وإن شئت صبرت فهو خير لك قال فادعه قال فأمره أن يتوضأ فيحسن وضوءه ويدعو بهذا الدعاء اللهم إني أسألك وأتوجه إليك بنبيك محمد نبي الرحمة إني توجهت بك إلى ربي في حاجتي هذه لتقضي لي اللهم فشفعه في
قال هذا حديث حسن صحيح غريب لا نعرفه إلا من هذا الوجه من حديث أبي جعفر وهو الخطمي و عثمان بن حنيف هو أخو سهل بن حنيف
قال الشيخ الألباني : صحي
📖 *”Ek NaaBina Aadmi Huzoor ﷺ Ki Bargah Mein Hazir Howe Aur Arz Ki Aap ﷺ Mere Liye Allah Se Dua Karen Ke Mujhe Aafiyat de Aap ﷺ Ne irshad Farmaya Ke Agar Tu Chahe Tu Main Tere Liye Dua Karun Aur Agar Tu Sabar Kare Tu Tere Liye Behtar Hai us Shaks Ne Arz Ki Aap ﷺ Dua Farma Dain Tu, Huzoor ﷺ Ne irshad Farmaya Ke Achchi Tarah Wazo Kar Aur Ye Dua Maang :*
*"Aye Allah Main Tujhse Sawal Karta Hun Aur Teri Bargah Mein Hazir Hota Hun Tere Nabi E Rahmat ﷺ Ke Waseele Ke Sath Ya Rasol Allah ﷺ Main Aap ﷺ Ke Waseele Se Apne Rab Se Apni Hajat Talab Karta Hun Taake Meri Ye Mushkil Hal Farma De Aye Allah Huzoor ﷺ Ki Sifarish Mere Baare Mein Qabol Farma !*
📙 *Sunan Tirmizi Vol 2 Page 813*
🚫 *Wahabi bidati Nasir ud Din Albani Ne is Hadees Ko Saheeh kaha Hai*

No comments:
Post a Comment