✨ *Miyan Sahab:* _(Inkari Lahje Me) Ho. Kisne Kaha Hai?_
📌 *Irshad: Ismail Ne.*
✨ *Miyan Sahab:* _Koi Nahi. Bhala Koi Rasool ﷺ Ko Esa Kahe Hai?_
📌 *Irshad: Taqiyatul Imaan Chhapio Hui Maujud Hai , Dekh Lijiye.*
✨ *Miyan Sahab:* _Bhala Koi Rasool ﷺ Ko Esa Kahe Hai?_
📌 *Irshad: Ji Rasool ﷺ Ki Shaan Me Kaha Hai, Dekh Lijiye Na.Syed Mukhtar Shahab : Janaab Miyan Sahab Uske Kalimat Zaroor Yaha Esa Hai Jin Se DiL Dukhta Hai. Yeh (Ala Hazrat Qibla) Unke Sabab Josh Me Hai.*
✨ *Miyan Sahab:* _Molvi Room Ne Mashnawi Me Likha Hai
Ke Aey Allah Azwajjal Tu Zalim Hai Jitna Chahe Mujh Par Zulm Kyeja, Tera Zulm Mujhe Auro Ke Insaaf Se Acha Lagta Hia._
📌 *Irshad: Maulna Quds Sira Ne Allah Azwajal Se Yun Arz Ki Hai?*
✨ *Miyan Sahab:* _Ji Maulana Ne._
📌 *Irshad:- Mashnawi Sharif Lao. Molvi Mohammad Raza Khan Sahab (Yani Sarkar Ala Hazrat Radiallahu Ta'la Anho Ke Chhote Bhai) Mashnawi Sharif Laye, Janaab Miyan Sahab Ke Samane Rakh Di. Miyan Sahab Ne Hath Se Hata Di.*
📌 *Irshad: Hazrat Bataye Kaha Likha Hai?*
✨ *Miyan Shab:* _(Mashnawi Sharif Aur Hatakar) Ab Isi Me Likha Hai._*Khar Ke Sah Shaheed Ka Lafz Dekh.*
📌 *Irshad: Yeh Fisq Par Istza Hai. (Yani Guman Karne Par Gunaghar Ka Mazar Udaya Hai) Quran Majid Me Farmaya*
_Chakh, Han Han Tu Hi Bada Izzat Wala Karam Wala Hai._
📚 *[Surah Dakhaan Ayat 49]*
✨ *_Isi Hikayat Ki Surkhi Me Hai :_*
💎 _Janaab Ne Yeh Na Dekha Ke Maulana Sahab YehIrshad To Humari Dalil Hai. Jab Ek Fasiqa Ki Nisbat Abakir E Deen Ese Kalame Farmate Hai To Gumrahan
Bad Deen Zayda Mushtaq E Tashnih Wa Tauheen Hai._
✨ *Miya Sahab:* _Ab Aap Hi Jo Apne Aapko Abad Ul Mustafa Likhe Hai?_
📌 *Irshad: Yeh Musalmaan Ke Sath Husn E Zan Ki Khubi Hai ! Rabul Izzat Jalal Jalahu Ne Quraan Majid Me Farmaya: - Tarjumah: Aur Nikah Karo Apno Me Unka Jo Benikah Ho Aur Apne Layaq Bando Aur Kanizo Ka. Use Bhi Shirk Kah Dijiye (Hazrat Alim E Ahl Sunant (Yani Ala Hazrat) Ne Apne Qaseede "Aksir Izaam Hizri 1302 Ki Sharah Mujiri Muazam Hizir 1302 Me Tahrir Farmaya Hai, Shah Waliullah Sahab Ne Irshad Farmaya "Izaltul Khafa" Me Hadees Naqal Ki Hai : Ameer Ul Mominin Umar E Farooq E Azam Radiallahu Ta'la Anho Ne Rasoolallah ﷺ Ki Nisbat Farmaya : Tarjumah Main Huzur Ka Banda Aur Huzur Ka Khadim Tha. (Al Mustdark Al Sahihain, Kitab Ul Ilm. Is Masle Ki Behas Kafi Isi Kitaab Musttab (Yani Babarkat Kitaab) Me Hai.*
*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 105.106.*
_♻To Be Continue......🔜🔜💝_
No comments:
Post a Comment