*【POST 48】Namaz Me Qura'an Ka Lafz Badal Jaane Ka Hukm.*💫

✨ Arz:- *(Alif Laam meem الٓـٰٓم)* ke pare Me Ek jagah *(Azabun Azeem عَذَابٌ عَظِيمٌ)* Aaya hai *(Aleem الیم)* padha Ho Jayegi.?


📌 *Irshad: Han Ho Jayegi , Namaz Us Galti Se Jati Hai Jis Se Ma'ni Fasid Ho Jaye* _(Yani Bigad Jaye)_

📚 *[Al Fatwa E Hindiyah]*


💫 *Namaz Me Buland Awaz Se Bismillah Padne Ka Hukm*💫


✨ _*Arz:-* Namaz Me Agar Bismillah Sharif Bil Jahar (Buland Awaz) Nikal Jaye To Kya Hukm Hai?_


📌 *Irshad: Bila Qasad (Bila Irada) Nikal Jaye To Khair Warna Qasdan Makruh.*


💫 *Ek Masjid Ka Saman Dusri Me Le Jana Kaisa?*💫


✨ _*Arz: :* Do Masjide Qarib Qarib Hai Ayam Me Ek Shaheed Ho Gayi Ab Uska 

Samaan Dusri Masjid Me Ke Wo Bhi Shiksta (Tooti Photi) Halat Me Hai Laga Sakte Hia Ya Nahi?_


📌 *Irshad: Na Jaiz Hai Hata Ke Ek Masjid Ka Lauta Dusri Masjid Me Le Jane Ki Mumaniat Hai. Musalmano Par Dono Ka Banana Aur Abad Karna FArz Hai Aur Is 

Qadr Qarib Banane Ki Zaroorat Hi Kya '?*


💫 *Masjid Ka Chanda Kha Jane Wala Jahannum Ka 

Musthiq Hai*💫


✨ _*Arz:* Huzur Masjid Ke Naam Se Chanda Se Wusul Kar Khud Kha Jaye To Kya 

Hukm Hai?_


📌 *Irshad: Jahannum Ka Mushat Hai.*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 126,127.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites