*【POST 96】Allah Wa Rasool Ki Mahabbat Kaise Hasil Ki Jaye?*💫

✨ _*Arz:-* Khuda Wa Rasool Azwajjal Wa ﷺ Ki Mahabbat Kis Tarah Dil Me Paida Ho?_

📌 *Irshad: Tilawat E Quran Majid Aur Durood Sharif Ki Kashrat Aur Naat Sharif Ke Sahi Asha'ar Khush Ilkhano (Yani Surili Awaz Wale) Se Bakshart Sune Aur Allah Wa Rasool (Azwajjal Wa ﷺ) Ki Naimato Aur Rehmato Me Jo Us Par Hai , Gaur Kare.*


💫 *Post Card Par Isme Jalalat "Allah" Likhna Kaisa?* 💫


✨ _Ek Roz Bardarm Maulana Hasanain Raza Khan Shab (Sarkar E Ala Hazrat Rehamtullah Allay Ke Bhatije) Bara E Jawab Kuch Istfta Suna Rahe They Aur Jawab Likh Rahe They. Ek Card Par Isme Jalalat Likha Gaya_

📌 *Is Par Irshad Farmaya :" Yad Rakho Ke Kabhi Tin Chizein Card Par Nahi Likhta :1 Isme Jalalat Allah Aur 2 Mohammad Aur Ahmad Aur 3 Na Koi Ayat E Karima, Mashlan Agar Rasool ﷺ Likhana Hai To Yun Likhta Ho. :Huzur Aqdas. ﷺ Ya Isme Jalalat Ki Jagah Maula Ta'la.*


💫 *Lafz "Shahar" Kis Ke Sath Bole?* 💫


✨ _*Arz: :* Lafz E Shahar Har Mihine Ke Sath Bola Jata Hai Ya Nahi, Yeh Kah Sakte Hai : "Shahar Ul Rajab Ul Murajab"_

📌 *Irshad: Yeh Lafz In Tino Mahino Ke Liye Hai. Shahar Rabi Ul Awal, Shahar Rabil Ul Aakhir, Shahar Ul Ramzan Ul Mubarak.*

✨ _(Ruh Ul Ma'ani Al Jazaul Shani)_

📍 *"Allah Miyan" Kahna Kaisa?*


✨ _*Arz: :* Huzur "Allah Miya" Kahna Jaiz Hai Ya Nahi?_

📌 *Irshad: Zubaan E Urdu Me Lafz E Miyan Ke Tin Ma'ni Hia Do Ese Hai Jin Se Shan E Uluhiyat Pak Wa Munza Hai Aur Ek Ka Sidq Ho Sakta Hai. To Jab Lafz Do Khabis Ma'no Me Aur Ek Ache Ma'ni Me Mushtark Thhehra, Aur Shuru Me Warid Nahi To Zaat E Bari Par Is Ka Itlaq Mamnu Hoga. Iske Ek Ma'ni , Allah Ta'la Beshak Maula Hai, Dusre Ma'ni Shohar, Tisre Mani Zina Ka Dalaal Ke Zaani Aur Zaniyah Me Matusat Ho.*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 208,209.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_






No comments:

Post a Comment

Our Social Sites