*✭ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ✭*
*AALA HAZRAT KI APNE*
*AAQA PAR JAANISAARI*
=======================
'Karu Tere Naam Pe Jaa(n) Fida, Na Bas Ek Jaa(n) 2(Do) Jahaa(n) Fida
:
2(Do) Jahaa(n) Se Bhi Nahi Jee Bharaa, Karu Kya Karodo Jahaa(n) Nahi'
■(Aala Hazrat)■
"Hamd" Us Ke WajHe Kareem Ko Jis Ne Apne Bande(Ahmad Raza Khan) Ko Ye Hidayat Di,
Ye Isteqaamat Di K Wo Na A'aazim-e-Akaabir(Ulama-e-Harmain Tayyabain) Ki Azeem Mad'Ho Par itraata He Balke Apne Rabb Ke Husn-e-Naymat Ko Dekhta He K Paaki Tere Liye K is Na-Cheez(Imam Ahmad Raza) Ko Un Uzama o Azeez Ki Aankho Mai Mu'azzaz Farmaya Na Un DushNaamiyo Aur Un Ke Haamiyo(Mukhalifo Bad-Mazhabo) Ki Gaaliyo Se Jo Zabaani Dete Aur Akhbaaro Mai Chaapte Hai,
Pareshan Hota He Balke Shukr Bajaa Laata He K Tu Ne Mahaz Apne Karam Se is Na-Qaabil Ko is Qaabil Kiya K Ye Teri Azamat Aur Tere Habeeb(SallAllahu Alaihe Wa Sallam) Ki izzat Ki Himayat Karke Gaaliya Khaaye Aur
مُحَمَّدٌ رَّسُولُ اللّه صلى اللّه عليه وسلم
Ki Sarkar Ke Pah'ra Dene Waale Kutto Mai Us Ka Chahra Likha Jaaye.
والله العظيم
Wo Banda-e-Khuda(Ahmad Raza) Ba-Khushi Raazi He Agar Ye Dushnaami(Gustakh) Hazraat Bhi is Badle Par Raazi Ho K Wo Allah wa Rasool(Jalla-Jalaalahu wa SallAllahu Alaihe Wa Sallam) Ki Janaab Mai Gustakhi Se Baaz Aaye Aur Ye Shart Lagaaye K Rozaana Is Banda-e-Khuda Ko 50,000(50 Hazaar) Mugallaza Gaaliya Sunaaye Aur Likh-Likh Kar Shaai Kare Aur Agar is Qadr Par Pait Na Bhare Aur

Ki Gustakhi Se Baaz Rehna Is Shart Par Mashroot Rahe K is Banda-e-Khuda Ke Saath Is Ke Baap-Daada Aur Akaabir Ulama(Quddisat Asraarahum) Ko Bhi Gaaliya De To Aneeham-Bar-ilm Aye Khusha-Naseeb is Ka K Us Ki Aabru Uske Aaba-o-Ajdaad Ki Aabru Bad-Goyo Ki Bad-Zabaani Se

Ki Aabru Ke Liye Sipar Ho Jaaye. Sayyiduna Hassan Bin Saabit Ansari RadiyAllahu Anh Bad-Goyaan-e-Mustafa(SallAllahu Alaihe Wa Sallam) Se Farmate Hai :
فَاِنَّ اَبِى وَوَالِدَه وَ عِرضِى، لِعِرضِ مُحَمَّدٍ مِِّنكُم وَقَاءُ
Yaani Aye Bad-Zabaano !!! Mai Is Liye Tumhare Muqaabil Khadaa Hu K Tum Mustafa(SallAllahu Alaihe Wa Sallam) Ki Bad-Goi Se Gaafil Ho Kar Mujhe Aur Mere Baap-Daada Ko Gaaliya Dene Mai Mashgool Ho Jaao. Meri Aur Mere Baap-Daada Ki Aabru Muhammad Mustafa(SallAllahu Alaihe Wa Sallam) Ki izzat Ko Sipar Ho Jaaye. ilaahi Aesa Hi Kar.
Aameen.
Yahi Waje He K Bad-Go Hazraat is Banda-e-Khuda(Ahmad Raza Par) Kya-Kya Tufaan Bohtaan Us Ke Zaati Muaamilaat Mai Uthaate Hai.
Akhbaaro,ishtehaaro Mai Tarah-Tarah Ki Man-Ghadato Se Kya-Kya Khaake Udaate Hai Magar Wo Aslan Qat'an Na is Taraf Na iltefaat Karta Na Jawab Deta He.
Wo Samajhta He K Jo Waqt Mujhe Isliye Ataa Farmaya K Ba-Aaunihi Ta'aala izzate

Ki Himayat Karu. Haasha K isey Apni Zaati Himayat Mai Zaai Hone Du. Ach'cha He K Jitni Der Mujhe Bura Kehte Hai

Ki Bad-Goi Se Gaafil Rehte Hai.

[Hussam-ul-Harmain,Safha-49-50]
📚: HAYAT-E-AALA HAZRAT

No comments:
Post a Comment