✔ Hadees No. 6
Jis waqt mulqe Shaam mein Maqaam Mutooh mein Musalamno aur isaaiyon ke darmiyan jung jaari thi Rasoolullah ﷺ Madeene Paak mein Apne Sahaba
mein farma rahe the.
▶ Zaid ne Alam ko uthaya to wo Shaheed ho gaye fir Jaafar ibne Abi Talib ne Alam uthaya to wo shaheed ho gaye fir jung ka jhanda Abdullah Ibne Rawaha ne utha liya to wo bhi Shaheed ho gaye Jung ka Manzar bayan karte hue Rasoolullah ﷺ ki Aankhon mein Aansuu jaari ho gaye the Fir Aap ﷺ ne irshad farmaya ki ab Baghair Sardar banaye Khalid Ibne waleed ne jhanda le liya to Ab Musalmano ko fatah naseeb ho gai
»» Bukhari Jild 1 safa 167
▶ yeh Mutooh ka maqaam Madeene Shareef se Hazaaro meel ki doori par hai Aur Rasoole Paak ﷺ wahan hone wali Jung Ko Madeena Tayyaba mein rah kar mulahiza farma rahe hai aur Apne As-haab ko jung ke haalaat bhi bata rahe hai aur jaanisaro ki shahadat par Aansuu bhi baha rahe hai
▶Yeh Sab Ilme Gaib Nahi To Aur Kya Hai ??
● Aye Ilme Gaib Ke Munqir Khuda Ko Dekha Hai ???
●Tujhe Bhi Kahna Padega Huzoor Jante Hai ....
◎To Be Continue......◎
_______________________________________

No comments:
Post a Comment