✔ Hadees No. 9
Hazrate Sauban ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne Irshad farmaya ki Allah Ta'ala ne mere liye saari roo e zameen ko ikattha farma diya to maine
zameen ke saare purab aur saare paschim dekh liye aur mujhko do khazane ata farmaye gaye ek surkh aur dusra safed
»» Sahih Muslim Jild 2 Safa 390
✔ Hadees No. 10
Hazrate Abu Zar Gifari ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne farmaya main wo dekhta hu jo tum nahi dekhte aur main wo sunta hu jo tum nahi sunte
»» Tirmizi Jild 2 Safa 55
✔ Hadees No. 11
Hazrate Ayesha Siddiqua ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻬﺎ farmati hai ki Rasoolullah ﷺ wo dekhte the jo main nahi dekhti thi
»» Sahih Bukhari Jild 2 Safa 915
●Khuda Ko Dekha Nahi Aur Ek Maan Liya
●Ke Jaante The Sahaba Huzoor Jaante Hai
◎To Be Continue......◎
_______________________________________

No comments:
Post a Comment