✔ Hadees No. 12
Hazrate Abu Hurairah ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se marvi hai ki ek din Rasoolullah ﷺ ne Fajar ki Namaz padhayi aur mimber par Rounaq Afroz hue aur bayan farmaya yahan
tak ki Zuhar ka waqt ho gaya to Aap ﷺ ne mimber se utar kar Zuhar ki Namaz padhayi aur fir mimber par Rounaq Afroz ho gaye aur bayan farmaya yahan tak ki Asr ka waqt aa gaya fir Aap ﷺ ne mimber se utar kar Asr ki Namaz padhayi aur fir bayan farmaya yahan tak Suraj Guroob ho gaya to Aap ﷺ ne jo kuch hone wala hai Sab kuch bata diya to Hum mein jisne zyada Yaad rakha wo zyada bada Aalim Hai
»» Muslim Shareef Safa 390 Kitabul fitan
➡ Is Hadees se khoob acchi tarah ye baat roushan ho gayi ki Allah Ta'ala ne Huzoor ﷺ ko Rouze Aafrinash Se Qayamat Tak Hone Wale Tamam Umoor se aagah farma diya hai
●Hai Unke Haath Mein Kya Kya Tujhe Khabar Na Mujhe,
●Khuda Ne Kitna Nawaza Huzoor Jante Hain.
◎To Be Continue......◎
_______________________________________

No comments:
Post a Comment