*AHLE BAIT KI KHUSUSIYAT...A* *➡Post-13*

🔻Aaqa...sallallaahu alayhi waaalihi wasallam...farmate hai...

      Mafhume Ahaadis...

🔻Allah taala ne Hazrat  Ismaail..alayhissalaam...ki awlaad mese qabilae Kanaana ko pasand kiya...

 ★ Kanaana se Quraish ko...
 ★ Quraish se Bani Haashim ko...
 ★ Bani Hashim mese Muje Muntakhab ( pasand ) farmaya.

🔻Hazrate Jibraiil...alayhissalaam...ne Mujse kaha...k mene zamiin k mashriq O maghrib ko ulat dale ( dekh liye ) lekin mene MUHAMMED...sallallahu alayhi waalihi wasallam...se afzal kisiko na paaya...

🔻Qayaamat k din Mein apni ummat mein sabse pehle apne Ahle bait ki shafa-at karunga fir dusre logon ki...Or Mein jiski pehle shafaat karunga wo zyada fazilat wala hai..
       Is se saabit huwa k Huzur k Ahlebait hasab nasab me sabse afzal o aala hai...

🔻SUBHAANALLAAH kya shaan hai

*📚TIBRAANI...*
*BARAKAATE AALE RASOOL...*
*AL-SHARFUL-MUAIYAD...*
*KHUTBAATE MUharram*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites