🔻Jab makke sharif k rehne waalon ko Imaame Husen k iraaq jaane ka pata chala to Jaliliul Qadr Sahaaba Hazrate Abdullah bin Abbaas...Abdullah bin Umar...Jaabir...Abu Saeed khudri...
Ye sab Aap k paas aaye or arz ki k Aap koofa hargiz na jaayein wahan k log dirham o diinaar k bande hai...
Unhone Aap k waalid Hazrat Ali or Aap k bhai Hazrat Hasan k saath khuli hui ghaddaari or bewafaii kii...hamein dar hai k wo Aap ko dhoka denge...jhutlaange...or...Aap ko be yaar O madadgaar chhod denge bl k hukumat k sath milkar Aap par hamla karenge...
🔻Imaame Husen ne farmaya k...Mein Allah se khair ka taalib hun dekhiye kya hota hai...
Bade bade sahaaba ne Aapko is safar par na jaane ka mashwara diya or bharpoor koshish ki k Aap makke se na jaaein... Lekin wo sab naakaam ho gaye...or Imaame Aali Maqaam 3 zulhijja 60 hijri ko Apne ahlebait O aqaarib k saath Makke sharif se Iraaq ( koofa ) k liye rawaana ho gaye...
🔻Saath jaanewalon k naam e paak...
🔹Imame Husen k 3 bete..
★ Ali akbar...
★ Ali awsat...
★ Ali asgar...or
2 azwaaj e mutahharaat or...
★ 1 beti Sakiina...
🔹Imaame Hasan k 4 bete...
★ Qaasim...
★ Abdullah...
★ Umar....
★ Abubakar...
🔹Hazrat Ali k 5 bete...
★ Abbaas...
★ Usmaan......
★ Abdullah...
★ Muhammad...
★ Jafar...
🔹Hazrate Aqiil k 3 bete...
★ Abdullah...
★ Abdur rehmaan...
★ Jaafar...
★ Muslim jinko koofa mein shahiid kiya gaya.....
🔹Hazrate Jaafar k 2 bete...
★ Auno...
★ Muhammad... Or unki maa...
★ Bibi Zainab..( Imaame Husen ki sagi behen )...
Ridwaanullahi taala alayhim ajmaiin
*📚TAARIKHE KARBALA...*
*SAWAANAHE KARBALA...*
*KHUTBAATE MUHARRAM...*

No comments:
Post a Comment