Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi
wa Barkatuhu..!!
☆Jumma ka Huqm-- jumma ki Namaz Har Baaligh Musalman par farz hai Allah Ta'ala Qur'aan me irshaad farma Raha hai ke.
ﻳَﺎ ﺃَﻳُّﻬَﺎ ﺍﻟَّﺬِﻳﻦَ ﺁﻣَﻨُﻮﺍ ﺇِﺫَﺍ ﻧُﻮﺩِﻱَ ﻟِﻠﺼَّﻠَﺎﺓِ ﻣِﻦ ﻳَﻮْﻡِ ﺍﻟْﺠُﻤُﻌَﺔِ ﻓَﺎﺳْﻌَﻮْﺍ ﺇِﻟَﻰٰ ﺫِﻛْﺮِ
ﺍﻟﻠَّـﻪِ ﻭَﺫَﺭُﻭﺍ ﺍﻟْﺒَﻴْﻊَ ۚ ﺫَٰﻟِﻜُﻢْ ﺧَﻴْﺮٌ ﻟَّﻜُﻢْ ﺇِﻥ ﻛُﻨﺘُﻢْ ﺗَﻌْﻠَﻤُﻮﻥَ ﴿٩ ﴾
⛔Aye Imann walo! jab jumma ke Roz Namaz ke liye pukar ho to Tum Allah ke zikr ki Taraf lapko Aur Apna karobaar (Business) Chhor do.
📖(surah jumma-09 )
♥Hajrat Hafsa
(Radi Allahu Anha se Riwayat hai ke--
"Nabi-e-kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya--
” jumma ki taraf jaana Har Baaligh Musalman par farz hai.”
📖 (Sunan Nisayi)

No comments:
Post a Comment