*🌼Hazrat Ali رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Ko “karam Allahu Wajhah Al karim” Kyu Kahte Hai ?*
💦Aksar Aapne bhi dekha Hoga k Chand Jahil Wahabi Ispe Bhi bahes karte hai k tum Ahle Sunnah Sab Sahaba رضوان الله اجمعين ko to رضي الله عنها Lagate Ho Par Hazrat Aliyul Murtaza رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ko كرم الله وجهه kyu kahte Ho ?
🍀Halanki In badmazhabo k laundo ko pucho k Iska Matlab kya hota hai to saanp soong jaata hai lekin aitraaz to aisa karenge jaisa inse bada koi aalim hai ilm waala hai nahi.
💦Alhamdullilah Imam E Ahle Sunnat Fazil e Barelvi Aala Hazrat رحمتہ اللہ علیہ ne iska jawab diya hai farmate hai
“Jab Quraish Mubtela E Qahet Huwe The To Huzoor Nabi E Rehmat ﷺ Hazrat Abu Talib k Takhfeef e Iyaal (Yaani Baal Baccho Ka Bhoj Kam Karne) k Liye Huzoor Maula E Kainaat Aliyul Murtaza كرم الله تعالٰی وجهه الكريم Ko Apni Bargaah E Imaan Panah Me Le Aaye,
🍀Hazrat Ali كرم الله تعالٰی وجهه الكريم Ne Sayyadur Rasool Nabi E Karim ﷺ Ki Aagosh E Rehmat Me Parwarish Paayi, Aankh Khulte hi Huzoor ﷺ Ki Jamal E Jahan Aara Dekha Huzoor ﷺ Hi Ki Baatein Suni Aadat E Sikh’in To Jabse Is Janab E Irfaan Ko Hosh Aaya ALLAH KO EK JAANA EK MAANA Hargiz Hargiz BUTHO KI NAZASAT SE INKA DAMAAN NAAPAK NAA HUWA isliye Lakab E ‘KARIM’ Mila”
*📜(AL Fatawa Razviya Vol : 28, Pg : 436)*

No comments:
Post a Comment