*🔖Part-10* *🌺Jiska Mai ﷺ Maula Uska Ali رضي الله عنها Maula🌺*


*🌼Mufasireen k Nazdik Lafz MAULA ka kya maana Huwa*
🍀Muttatid tafseer k hawale diya jaa sakte hai jinhone MAULA kaa maane Madadgaar likhe hai yaha hum chand hawale dete hai

💦“Is aayat e mubaraka me Warid Lafz MAULA k Maane me WALI aur NAASIR (yaani Madadgaar) Likhe Hai”

*📜(01 : Tafseer E Tabri Vol : 12, Pg : 154)*
*(02 : Tafseer E Qurtabi Vol :18 Pg : 143)*

*📜(03: Tafseer E Kabir Vol : 10, Pg : 570)*
*(04: Tafseer E Bhagwi Vol :04, Pg :337)*

*📜(05 :Tafseer E Khazin Vol : 04, Pg : 286)*
*(06 : Tafseer E Nasfi Pg : 1257)*

Aur wo 04 Tafseer jinme Lafz Maula K Maane Madadgaar kiye hai.

*📜(07: Tafseer E Jalalain Pg : 465 )*
*(08 : Tafseer E Ruhool Muani Vol :28,Pg:481)*

*📜(09 :Tafseer E Baizawi Vol :05, Pg :356)*
*(10 :Tafseer e Abi Sood Vol : 05 Pg : 738)*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites