*🌼Hadees 07:*
🍀Hazrat Umme Salama رضي الله عنها Se Riwayat Hai Ki Rasoolullah صلى الله عليه و آله وسلم Farmaya Karte They :
💦Koi Munafiq Ali كرم الله تعالٰی وجهه الكريم Se Muhabbat Nahin Karta Aur Koi Momin Ali كرم الله تعالٰی وجهه الكريم Se Bughz Nahin Rakhta.”
*📜(Jamai Tirmizi Vol : 05, Pg : 635, Kitab No 49 Kitabul Manakib, Hadees : 4083 ‘English Hadees No: 3717)*
🌼Aage Imam Tirmizi Likhte Hai Ye Hadees Hasan Hai.
*📜(Abu Yaala Al Musnad, Vol : 12 Pg:362, Hadees:6931)*
*(Imam Tabrani Al Mujam Al Kabir Hadees : 886)*
🍀In Hadees E Sahi Se Maloom Huwa k Buzg E Ali رضي الله عنه Jisme Ho Samajh lo wo Munafik Hai Sahaba E Kiram رضوان الله اجمعين ka bhi maamoor ye tha k Munafikat pehchan Zikr E Ali رضي الله عنه Se Karte The. Ab Samajhlo Aakhir In kharjio ko Buzg E Ali Kyu Hai.
💦Hazrat Mufti Ahmad Yaar Khan Naimi رحمتہ اللہ علیہ Likhte Hai
“Muhabbat E ALIYUL Murtaza Asl E Imaan Hai, Haa Muhabbat Me Nazaiz Hadh Se Badhana Bura Hai Magar Adawat E Ali Asl Se Hi Haraam Balki Kufr Hai”
*📜(Miratul Manazih Shara E Mishkat Al Masabih Vol : 08,Pg : 424)*

No comments:
Post a Comment